Teri Zindagi Hain - Lambu Dada lyrics | Lambu Dada - Teri Zindagi Hain lyrics

Teri Zindagi Hain is a hindi song from the 1992 movie Lambu Dada. Teri Zindagi Hain singers are Asha Bhosle, Sadhana Sargam. Teri Zindagi Hain composer is Rajesh Roshan and Teri Zindagi Hain lyricist or song writer is Indeevar (Shyamalal Babu Rai), Payam Sayeedi. Teri Zindagi Hain music director is Rajesh Roshan. Teri Zindagi Hain features Master Akash, Mahesh Anand, Kabir Bedi, Suresh Chatwal, Sulabha Deshpande, Krishan Dhawan, Aruna Irani, P. Jairaj, Pinchoo Kapoor, Gopi Krishna, Kiran Kumar, Madhavi, Lavina V. Nagpal, Yunus Parvez, Ritu Priya, Paresh Rawal, Baby Shampa, Shyamalee, Viju Khote, Manmauji, Jagdish Raj. Teri Zindagi Hain director is and the producer is . The audio of Teri Zindagi Hain song was released on null by Tips Music. Teri Zindagi Hain YouTube video song can be watched above.


Teri zindagi hain meri thokaro mein
Aye meri mohabbat ko thukrane wale
Teri zindagi hain meri thokaro mein
Aye meri mohabbat ko thukrane wale
Karun kyaa sitam main
Tujhe kyaa saza doon
Karun kyaa sitam main
Tujhe kyaa saza doon
Teri jaan hain aaj mere hawale
Ghuruur itan khud
Par na kar ye sitamghar
Naa tera sitam hi tujhi maar daale
Kisi ko koi maar sakta nahin hain
Kisi ko koi maar sakta nahin hain
Har ek zindagi hain khuda ke hawale
Teri zindagi hain meri thokaro mein


Main zehari nagin hoon dash lungi tujhko
Mitta dungi barbaad kardungi tujhko
Tujhi ko na ye zaher tera mitta de
Ye nafrat ka shoola na tujhko jhala de
Teri jaan loon to mujhe chain aaye
Na tu apni taqdeer se haar jaaye
Nazar meri talvaar se kam nahin hain
Uthe yeh nazar to tujhe maar daale
Kisi ko koi maar sakta nahin hain
Kisi ko koi maar sakta nahin hain
Har ek zindagi hain khuda ke hawale
Teri zindagi hain meri thokaro mein


Tu kyaa jaane kismat ka kyaa faisala hain
Jahan mein burai ka badala nura hain
Main kismat ke har faisale ko badal doon
Jo takraye mujhe usse main kuchal doon
Tujhe keher se uske darna padega
Tujhe mere haatho se marna padega
Teri maut bankar kahdi hoon main sar par
Yeh taaqat hain kismein jo tujhko bachale
Kisi ko koi maar sakta nahin hain
Kisi ko koi maar sakta nahin hain
Har ek zindagi hain khuda ke hawale
Teri zindagi hain meri thokaro mein


Utha dungi qayamat teri aayegi shaamat
Girungi banke bijali tu jhal jaayegi pagli
Main khelu zindagi se maregi bebasi se
Nikalungi main armaan
Tu pachtayegi naadan
Jo marzi hain meri wahi aaj hoga
Woh hoga jo tune socha na hoga
Muddai laakh bura chahein
To kyaa hota hain
Wahin hota hain jo
Manjoore khuda hota hain
Woh hoga wahin
Jo khuda ko manjoor hoga
Khuda ke shiva kaun honi ko taale
Kisi ko koi maar sakta nahin hain
Kisi ko koi maar sakta nahin hain
Har ek zindagi hain khuda ke hawale
Khuda ke hawale.



Movie/album: Lambu Dada
Singers: Asha Bhosle, Sadhana Sargam
Song Lyricists: Indeevar (Shyamalal Babu Rai), Payam Sayeedi
Music Composer: Rajesh Roshan
Music Director: Rajesh Roshan
Music Label: Tips Music
Starring: Master Akash, Mahesh Anand, Kabir Bedi, Suresh Chatwal, Sulabha Deshpande, Krishan Dhawan, Aruna Irani, P. Jairaj, Pinchoo Kapoor, Gopi Krishna, Kiran Kumar, Madhavi, Lavina V. Nagpal, Yunus Parvez, Ritu Priya, Paresh Rawal, Baby Shampa, Shyamalee, Viju Khote, Manmauji, Jagdish Raj
Release on: null
1. Who is the music director of the song Teri Zindagi Hain
Ans: Teri Zindagi Hain song music director is Rajesh Roshan
2. Who is/are the singer/singers of the song Teri Zindagi Hain
Ans: Teri Zindagi Hain song singers are Asha Bhosle, Sadhana Sargam
3. Who is the Composer of the song Teri Zindagi Hain
Ans: Teri Zindagi Hain song composer is Rajesh Roshan
4. Who is the Lyricist of the song Teri Zindagi Hain
Ans: Teri Zindagi Hain song lyricist is Indeevar (Shyamalal Babu Rai), Payam Sayeedi
5. What is the movie of the song Teri Zindagi Hain
Ans: Teri Zindagi Hain song is from Lambu Dada
6. Who wrote the song Teri Zindagi Hain
Ans: Teri Zindagi Hain song is written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai), Payam Sayeedi

Find other songs in - Lambu Dada

1
Main Hoon Jawani Ki Bijli

Kavita Krishnamurthy

2
Happy Birth Day O Mere Didi

Anwar Hussain, Sadhana Sargam, Sonali Vajpayee

3
Chhod Ke Na Ja

Sadhana Sargam

4
Aaj Ke Din Aayi Duniya

Anwar Hussain