Hausla buland aur
Sarphira junoon hai
Aag rago mein seene
Mein kholata ye khoon hai
Hum darenge tujhse
Ye khayal chhod de
Iss zameen pe
Utregu nigaah mod le
Mar mitenge sar
Katenge aaj to yahaan
Elaan yeh hamaara jaan le
Aaj thap denge khatm hoga bairiya
Aaj tod denge lath teri hoga bairiya
Aaj thap denge khatm hoga bairiya
Aaj tod denge lath teri hoga bairiya
Naa tutegi tumse kabhi
Hum woh deewar hain
Hum se baaji maarne ki
Koshishein bekaar hain
Hum ne toh kisi se
Bhi na seekha haarna
Hum toh jaane sher ki
Bhi khaal utaarna
Hamare raaste se
Tu bhul ke naa guzar
Baat ye hamari maan le
Aaj thap denge khatm hoga bairiya
Aaj tod denge lath teri hoga bairiya
Aaj thap denge khatm hoga bairiya
Aaj tod denge lath teri hoga bairiya
Hoye hoye chak de
Hamari saansein jud chuki hai
Ab to iss zameen se
Shaq nahi hai koi kehte hain
Hum ye yaqeen se
Haq hamara chheen ne ki
Tu na kar khata
Zor kitna baajuo mein
Denge hum bata
Tik na sakega tu hamare samne
Hum to aaj aaye thaan ke
Aaj thap denge khatm hoga bairiya
Aaj tod denge lath teri hoga bairiya
Aaj thap denge khatm hoga bairiya
Aaj tod denge lath teri hoga bairiya
Hausla buland aur
Sarphira junoon hai
Aag rago mein seene
Mein kholata ye khoon hai
Hum darenge tujhse
Ye khayal chhod de
Iss zameen pe
Utregu nigaah mod le
Mar mitenge sar
Katenge aaj to yahaan
Elaan yeh hamaara jaan le
Aaj thap denge khatm
Tera hoga bairiya
Aaj tod denge lath
Teri hoga bairiya
Aaj thap denge
Khatm hoga bairiya
Aaj tod denge lath
Teri hoga bairiya.
Master Mahaveer Chopra
Brijesh Kumar, Jaspreet Singh
Suhas Shetty
Mahi, Suhash Kulkarni
Brijesh Kumar
Shahid Mallya