Tu jiye hazaro saal gori
Ho gori jiye hazaro saal
Tu jiye hazaro saal gori
Ho gori jiye hazaro saal
Yeh shubh din aaye baar baar
Le le ke khushiya
Tu jiye hazaro saal gori
Ho gori jiye hazaro saal
Tu jiye hazaro saal gori
Ho gori jiye hazaro saal
Aa aa aa aa aa aa
Tere baba ko aaj badhaayi
Kitni khushi hai dil mein
Poochho usi se ja ke
Tere liye baitha kya
Kya aas laga ke
Tere baba ko aaj badhaayi
Aa aa aa aa
Tujh ko jo hansta dekhe
Khil jaaye duniya us ki
Tera sukh maange woh to
Sab kuchh luta ke
Tere baba ko aaj badhaayi
Sukh mein beeten sada
Tere jeewan ki ghadiyaan
Tu jiye hazaro saal gori
Ho gori jiye hazaro saal
Tu jiye hazaro saal gori
Ho gori jiye hazaro saal
Tere angna mein
Baaje shehnaayi
Ban ke dulhaniya tu
Saajan ke dwaar jaaye
Pyaar bhari kaliyon
Se doliya sajaaye
Tere angana mein
Baaje shehnaayi
Aa aa aa aa
Ghoonghta hata ke sainyan
Pakde jo gori bainyaan
Jhuk jhuk jaayen
Naina jiya sharmaaye
Tere angna mein
Baaje shehnaayi
Khele teri godi
Mein chanda sa lalna
Tu jiye hazaro saal gori
Ho gori jiye hazaro saal
Tu jiye hazaro saal gori
Ho gori jiye hazaro saal
Yeh shubh din aaye baar baar
Le le ke khushiya
Tu jiye hazaro saal gori
Ho gori jiye hazaro saal
Tu jiye hazaro saal gori
Ho gori jiye hazaro saal.
Hemant Kumar, Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), S.Balbir
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar