Tu ne pyaar se jo bansari bajaai
Tere paas main toh daudi chali aayi
Tu ne pyaar se jo bansari bajaai
Tere paas main toh daudi chali aayi
Kaisa jaadu tune daala
Tann mann ki sudh bisraai
Tu ne pyaar se jo bansari bajaai
Tere paas main toh daudi chali aayi
Ras ki bhari hai teri sargam
Banke deewani main
Toh naachu chham chham
Ras ki bhari hai teri sargam
Banke deewani main
Toh naachu chham chham
Jhoom utha mera tann mann
Laage jo lagan kabhi hogi na kam
Madhur madhur teri dhoon sunke
Madhur madhur teri dhoon sunke
Lene lagi hoon angadaai
Tu ne pyaar se jo bansari bajaai
Tere paas main toh daudi chali aayi
Bhigi hoon sajan main tere ras mein
Ab na rahi main apne hi bas mein
Bhigi hoon sajan main tere ras mein
Ab na rahi main apne hi bas mein
Jaaungi kahaan paaungi kise
Tu hi basa hai meri nas nas mein
Saanwali saloni teri yeh chhabi
Saanwali saloni teri yeh chhabi
Akhiyan bich samaayi
Tu ne pyaar se jo bansari bajaai
Tere paas main toh daudi chali aayi
Jab se mile nayan se nayan
Mera sab kuch piya tere arpan
Jab se mile nayan se nayan
Mera sab kuch piya tere arpan
Dekha na kabhi suna na kabhi
Dharti gagan ka anokha yeh milan
Bhool sakenge kabhi na hum tum
Bhool sakenge kabhi na hum tum
Aisi suhaani rut chhayi
Tu ne pyaar se jo bansari bajaai
Tere paas main toh daudi chali aayi
Kaisa jaadu tune daala
Tann mann ki sudh bisraai
Tu ne pyaar se jo bansari bajaai
Tere paas main toh daudi chali aayi.
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Bharat Vyas, Chandrani Mukherjee, Mahendra Kapoor
Usha Mangeshkar
Anuradha Paudwal
Asha Bhosle
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi