Om namah shivay
Om namah shivay
Sachai ka suraj nikala
Dharam ki hoti jai jai kar
Shiv shakti ke sahare naiya
Ho jati bhav sagar par
Sachai ka suraj nikala
Dharam ki hoti jai jai kar
Shiv shakti ke sahare naiya
Ho jati bhav sagar par
Om namah shivay
Om namah shivay
Om namah shivay
Om namah shivay
Din dukhi jo bhi sansari shiv
Ke dware pe aata
Pa kar ke vardan daya ka
Uska dukh mit jata
Din dukhi jo bhi sansari shiv
Ke dware pe aata
Pa kar ke vardan daya ka
Uska dukh mit jata
Madhuban phoolo ka bana jata
Uske kato ka sansar
Shiv shakti ke sahare naiya
Ho jati bhav sagar par
Om namah shivay
Om namah shivay
Om namah shivay
Om namah shivay
Hotho par hai nam piya ka or
Ankho me pani
Hotho par hai nam piya ka or
Ankho me pani
Atyacharo se takrati dekho prem
Sachai ka suraj nikala
Dharam ki hoti jai jai kar
Shiv shakti ke sahare naiya
Ho jati bhav sagar par
Om namah shivay
Om namah shivay
Om namah shivay
Om namah shivay
Diwani
Janam janam ka sang hai jinka unka
Sang na chute
Pran bhale hi jaye shiv
Ki bhakti kabhi na tute
Chur chur ho kar reh jaye
Zulmi duniya ki diwar
Shiv shakti ke sahare naiya
Ho jati bhav sagar par.
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Bharat Vyas, Chandrani Mukherjee, Mahendra Kapoor
Usha Mangeshkar
Usha Mangeshkar
Anuradha Paudwal
Asha Bhosle
Mohammed Rafi