Tujhe chor kahu ya qatil
O baato baaton mein tune mera dil
Kar liya chori haay haay chori
O baato baaton mein tune mera dil
O chhori tujhe chor kahu ya qatil
Haay haay qatil
Bedard sitam o beparwaah
Bekal chanchal chatkili si
Dil sakht qayamat patthar saa
Aur baate narm rasili si
Kazraari aa aankh katili si
Matwaari naar hatili si
O akhiyaan mast nasheeli si
Kuchh kaali si kuchh peeli si
O tujhe chor kahu ya qatil
Haay haay qatil
Roothe machale so swang kare
Baaton mein lade nazron mein mile
Aye hosh qayamat kaatil ka
Jo baat kahoon woh sab samjhe
Yeh sokhi suphurti betaabi
Bijali ki tarah chamke chamke
Chanchak achpal chatke matke
Sar khole kaampe has haske
O tujhe chor kahu ya qatil
Haay haay qatil
Jee chahe tujhe baahon mein liye
Kho jaaun mast baharon mein
Haan door kahin phir udd jaaun
Haste huye chaand sitaaron mein
Aye husn ki malika dil le kar
Ab khoone tamanna na phirna
Jo aaj kahoon mujhe kehna de
Kisi baat pe tu na na karna
Tujhe chor kahu ya qatil
O baato baaton mein tune mera dil
Kar liya chori haay haay chori
O baato baaton mein tune mera dil
O chhori tujhe chor kahu ya qatil
Haay haay qatil.
Hemlata (Lata Bhatt), Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Mahendra Kapoor
Hemlata (Lata Bhatt)
Mahendra Kapoor