Tujhe ek ladki mile jawan
Tujh pe ho jaye wo beiman
Mai jo mangu tujhse dil ka dham
To bolo fir kya hoga
To bolo fir kya hoga
To bolo fir kya hoga
Bolo ji bolo fir kya hoga
Pyar, fir, ikrar, fir baat, chee chee
Tujhe ek ladki mile jawan
Jab raat ho soyi soyi
Mausam ho thahra thahra
Jab raat ho soyi soyi
Mausam ho thahra thahra
Aur dil se dil takraye ho
Jaye chand sunhara
Wo ban ke o mehman
Luta de tujhpe apni jaan
Jo mange tujhse dil ka daam
To bolo fir kya hoga
To bolo fir kya hoga
To bolo fir kya hoga
Bolo ji bolo fir kya hoga
Bate, fir rate, mulakate
Tujhe ek ladki mile jawan
O fir jaye niyat tumhari
Mujhe aisa roop dikhaye
Re fir jaye niyat tumhari
Mujhe aisa roop dikhaye
Tere man ke darwaje par
Wo thakti aan lagaye
O jiski palke bane kaman
Jaga ke tere soye arman
Jo mange tujhse dil ka daam
To bolo fir kya hoga
To bolo fir kya hoga
To bolo fir kya hoga
Bolo ji bolo fir kya hoga
Naam, fir, jaam, badnaam
Chal darpok kahi ka.
Kishore Kumar, Naveen Nishchol
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle