Tujhko hi to woh haq hai
Ke jo tu chahe woh kar sakti hai
Tujhko hi to woh haq hai
Ke jo tu chahe woh kar sakti hai
Aaj dil khush hai had se jyada
Ye dunia jannat lagti hai
Aaj dil khush hai had se jyada
Ye dunia jannat lagti hai
Tujhko hi to woh haq hai
Ke jo tu chahe woh kar sakti hai
Aaj dil khush hai had se jyada
Ye dunia jannat lagti hai
Mujhse pahle kabhi dil kis ko diya
Meri ja sach hai kya ye batade mujhe
Tere dil ki kasam apni ja ki kasam
Jindagi me sirf chaha tujhe
Aaj ka din saugat ka hai
Sapno ki barat ka hai
Tune di hai ye khushi
Maine sari jindagi
Likhdi hai tere naam
Tujhko hi to woh haq hai
Ke jo tu chahe woh kar sakti hai
Aaj dil khush hai had se jyada
Ye dunia jannat lagti hai
Teri julfo me hum aaj aise ghire
Ab nikalne ko dil karta nahi
Mai bhi chahu piya yuhi uljhe raho
Pas rahke bhi dil bharta hi nahi
Jab dil se dil yu mil gaye
Raho me deepak jal gaye
Mane na mane na dil
Jane na jane na dil
Kaisi ye aayi sham
Tujhko hi to woh haq hai
Ke jo tu chahe woh kar sakti hai
Aaj dil khush hai had se jyada
Ye dunia jannat lagti hai
Aaj dil khush hai had se jyada
Ye dunia jannat lagti hai.
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Kishore Kumar
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar