Tum ho saath raat bhi hasi hai
Ab to maut ka bhi gham nahi hai
Tum ho saath raat bhi hasi hai
Ab to maut ka bhi gham nahi hai
Chand janta nahi ye dastaa
Kis taraf chala hai mera karvaa
Chand janta nahi ye dastaa
Kis taraf chala hai mera karvaa
Fir kabhi na saath honge hum yaha
Chand ko ye khabar nahi hai
Tum ho saath raat bhi hasi hai
Ab to maut ka bhi gham nahi hai
Kitna khusnasib mera pyar hai
Mere samne meri bahaar hai
Kitna khusnasib mera pyar hai
Mere samne meri bahaar hai
Teri adda se mujhko pyar hai
Aaj mujhko koi gham nahi hai
Tum ho saath raat bhi hasi hai
Ab to maut ka bhi gham nahi hai
Aaj phul mere pyar ke khile
Ab lahar haye mile
Aaj phul mere pyar ke khile
Ab lahar haye mile
Jo maut mujhko tere hath se mile
Vo maut jindagi se kam nahi hai
Tum ho saath raat bhi hasi hai
Ab to maut ka bhi gham nahi hai.
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Talat Mahmood
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi