Gusse se mat dekho hamko
Karo an aanhke lal
Bade bado ki hamne babu
Kardi sidhi chal
Kyu kaisi kahi
Tum jo ho so ho lekin khuda to nahi
Tum jo ho so ho lekin khuda to nahi
Aji hum bhi hai insan tumse juda to nahi
Aji hum bhi hai insan tumse juda to nahi
Tum jo ho so ho lekin khuda to nahi
Aji hum bhi hai nsa tumse juda to nahi
Dil to asli sona hai dhundho na bazar me
Dil to asli sona hai dhundho na bazar me
Mal agar ye lena hai to
Usko tolo pyar me
Ke khota dhandha hamne kiya to nahi
Aji hum bhi hai insan tumse juda to nahi
Tum jo ho so ho lekin khuda to nahi
Aji hum bhi hai insan tumse juda to nahi
Daulat bhi hai surat bhi
Thath bada hai aapka
Daulat bhi hai surat bhi
Thath bada hai aapka
Fir bhi hak is dunia pe to
Nahi kisi ke bap ka
Uparwale se bada to nahi
Aji hum bhi hai insa tumse juda to nahi
Tum jo ho so ho lekin khuda to nahi
Aji hum bhi hai insan tumse juda to nahi
Tum paise ke chakkar me
Rahte ho hairan se
Tum paise ke chakkar me
Rahte ho hairan se
Khake paw hum chay piye
Fir soye chadar tan ke
Jo humko mila hai tumko mila to nahi
Aji hum bhi hai insan tumse juda to nahi
Tum jo ho so ho lekin khuda to nahi
Aji hum bhi hai insan tumse juda to nahi
Haske jo koi milta hai
Hum bhi milte pyar se
Haske jo koi milta hai
Hum bhi milte pyar se
Koi jara bhi akde to
Hum chal de thoakr mar ke
Bolo kuch isme apni khata to nahi
Aji hum bhi hai insan tumse juda to nahi
Tum jo ho so ho lekin khuda to nahi
Aji hum bhi hai insan tumse juda to nahi.
Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Suman Kalyanpur
Mohammed Rafi