Beta Jamure Keh De Duniya Ko - Biradari lyrics | Biradari - Beta Jamure Keh De Duniya Ko lyrics

Beta Jamure Keh De Duniya Ko is a hindi song from the 1966 movie Biradari. Beta Jamure Keh De Duniya Ko singers are Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey). Beta Jamure Keh De Duniya Ko composer is Chitragupta Shrivastava and Beta Jamure Keh De Duniya Ko lyricist or song writer is Prem Dhawan. Beta Jamure Keh De Duniya Ko music director is Chitragupta Shrivastava. Beta Jamure Keh De Duniya Ko features Shashi Kapoor, Faryal, Pran, Mehmood. Beta Jamure Keh De Duniya Ko director is and the producer is . The audio of Beta Jamure Keh De Duniya Ko song was released on null by Saregama. Beta Jamure Keh De Duniya Ko YouTube video song can be watched above.


Beta jamure ek bat kahega ha ji
Kya juth kahega na ji
To sach kahega ha ji
Beta ja jamure ek bat kahega
Sach kahega sach kahega
Ha ji ha ji ha ji ha ji
Beta jamure,
Beta jamure kahde
Duniya ko lalkar ke
Beta jamure kahde
Duniya ko lalkar ke
Do din ki jindagi hai
Kyu na gujare pyar se
Beta jamure kahde
Duniya ko lalkar ke
Do din ki jindagi hai
Kyu na gujare pyar se
Beta jamure


Kahte hai ke sadiyo pahle
Bandar se insan bana
Kahte hai ke sadiyo pahle
Bandar se insan bana
Lekin sach pucho to
Wo insan nahi saitan bana
Fir se bandar banke sikho
Jina kisko kahte hai
Tumse to hewan bhi ache
Tumse to hewan bhi ache
Jo miljul rah kar rahte hai
Lade bhai se bhai
Bane ho sabhi kasai
Kahi insan ki surat
Najar na hamko aayi
Tod rahe yuhi sar apna
Nafrat ki diwar se
Are nafrat ki diwar se
Beta jamure kahde
Duniya ko lalkar ke
Do din ki jindagi hai
Kyu na gujare pyar se
Beta jamure


Paisa bada sahi par tum to
Usko bap samjhate ho
Paisa bada sahi par tum to
Usko bap samjhate ho
Kutta chahe khale
Hamko dena pap samnjhte ho
Darte ho bhagwan se
Mandir bade bade banwate ho
Dan pun ki ot me apne
Dan pun ki ot me apne
Mann ka khot chipate ho
Parbhu riswat na mane
Khara khota pahchane
Wo rahta hai kutiyan me
Sabko iksa jane
Pahle hamse gale milo
Jo milna hai kartar se
Beta jamure kahde
Duniya ko lalkar ke
Do din ki jindagi hai
Kyu na gujare pyar se
Beta jamure


Dil me sab ke juth bhara hai
Or bato me banawat hai
Dil me sab ke juth bhara hai
Or bato me banawat hai
Dudh me pani ghee me maida
Aate me bhi milawat hai
Dam agar do chawal ke
To pathar sath me aata hai
Sauda karo namak ka lekin
Sauda karo namak ka lekin
Chuna sath me aata hai
Haldi me hai chini mitti
Lash mili hai dhaniye me
Khot nahi chizo me bhaiya
Are khot ke mann ke baniye me
Jio tum pikar pani
Padegi hawa hai khami
Daya hi dan hamara
Aa rahi yaro beimani
Socho to kya chale hum leke
Duniya ke bazar se
Beta jamure kahde
Duniya ko lalkar ke
Do din ki jindagi hai
Kyu na gujare pyar se
Beta jamure.



Movie/album: Biradari
Singers: Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Song Lyricists: Prem Dhawan
Music Composer: Chitragupta Shrivastava
Music Director: Chitragupta Shrivastava
Music Label: Saregama
Starring: Shashi Kapoor, Faryal, Pran, Mehmood
Release on: null
1. Who is the music director of the song Beta Jamure Keh De Duniya Ko
Ans: Beta Jamure Keh De Duniya Ko song music director is Chitragupta Shrivastava
2. Who is/are the singer/singers of the song Beta Jamure Keh De Duniya Ko
Ans: Beta Jamure Keh De Duniya Ko song singers are Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
3. Who is the Composer of the song Beta Jamure Keh De Duniya Ko
Ans: Beta Jamure Keh De Duniya Ko song composer is Chitragupta Shrivastava
4. Who is the Lyricist of the song Beta Jamure Keh De Duniya Ko
Ans: Beta Jamure Keh De Duniya Ko song lyricist is Prem Dhawan
5. What is the movie of the song Beta Jamure Keh De Duniya Ko
Ans: Beta Jamure Keh De Duniya Ko song is from Biradari
6. Who wrote the song Beta Jamure Keh De Duniya Ko
Ans: Beta Jamure Keh De Duniya Ko song is written by Prem Dhawan

Find other songs in - Biradari

1
2
3
Tum Jo Ho So Ho

Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

4
Dekhi Anadi Tori Preet Re

Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

5
Rang Do Sabhi Ko Ek Rang Main

Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Suman Kalyanpur

6
Abhi Na Phero Nazar

Mohammed Rafi