Tum mere sath ho
Sath hai zindagi
Ban gayi ab meri
Zindagi zindagi
Khwab the beasar
Rah thi aznabi
Ban gayi ab meri
Zindagi zindagi
Tum mere sath ho
Bejuba hawa bhi tere
Daman ko chu gayi
Bhini bhini khusbu
Teri julfo se le gayi
Sokhiya ye mastiya
Mai dekhta hi rah gaya
Mere dil ki bat mere
Dil me hi rah gayi
Kuch kahi ankahi
Bat hai zindagi
Ban gayi ab meri
Zindagi zindagi
Tum mere sath ho
Sath hai zindagi
Ban gayi ab meri
Zindagi zindagi
Tum mere sath ho
Dekhte ho is tarah se
Kyu mujhe batao na
Mujhko bar bar is
Tarah se azmao na
Tut hi na jaye mere
Sabar ka ye silsila
Chodo chodo ye
Nigahe mujhse hatao na
Jagti talash me
Rat hai zindagi
Ban gayi ab meri
Zindagi zindagi
Tum mere sath ho
Sath hai zindagi
Ban gayi ab meri
Zindagi zindagi
Tum mere sath ho
Tumne muskurake mere
Dard ko bhula diya
Maine dil ki dhadkano
Me tumko basa liya
Tumko pake or koi
Aarzu nahi rahi
Aaj meri chahto ne
Manjil ko pa liya
Khwahiso se saji
Barat hai zindagi
Ban gayi ab meri
Zindagi zindagi
Tum mere sath ho
Sath hai zindagi
Ban gayi ab meri
Zindagi zindagi
Tum mere sath ho
Tum ho zindagi me to
Ye zindagi hasin hai
Bakhuda jami ye jannato
Se behatarin hai
Tum kaho to aaj
Koi khwab hum sawar le
Na nahi karoge jane
Kyu hame yakin hai
Sab jami sadao ki
Saugat hai zindagi
Ban gayi ab meri
Zindagi zindagi
Tum mere sath ho
Sath hai zindagi
Ban gayi ab meri
Zindagi zindagi.
Gaurav Bangia, Roop Kumar Rathod
Kamal Khan
Neeraj Shridhar