Oo oo
Aajadi ki khatir dekho
Sab kome mil kar ladti hai
Kya likhu pratap ki gaatha
Kalam ki sayahi kam padti hai
Vir pratap ke jivan ki
Dekho ye amar kahani hai
Aane wali nasalo ko
Ye gorav gatha sunani hai
Vir pratap ke jivan
Ki dekho ye amar kahani hai
Aane wali nasalo ko
Ye gorav gatha sunani hai
Vir pratap ke jivan ki
Dekho ye amar kahani hai
Aajadi kayam rakhne ko
Jivan bhar sangars kiya
Aajadi kayam rakhne ko
Jivan bhar sangars kiya
Apne usulo ki khatir har
Sukh ko jisne tayag diya
Apne usulo ki khatir har
Sukh ko jisne tayag diya
Surajwanshi kul ke iss
Suraj ki ajab kahani hai
Surajwanshi kul ke iss
Suraj ki ajab kahani hai
Vir pratap ke jivan ki
Dekho ye amar kahani hai
Din dharm ki baat na
Karke ek kadi me jod diya
Din dharm ki baat na
Karke ek kadi me jod diya
Inshn ko insan hi samjha
Kabi na koi bhed kiya
Insan ko insan hi samjha
Kabi na koi bhed kiya
Aan baan ki baate uski
Jan jan tak pauchani hai
Aan baan ki baate uski
Jan jan tak pauchani hai
Vir pratap ke jivan ki
Dekho ye amar kahani hai
Iss yug ke andiyare path ko
Phir pratap ka noor mile
Iss yug ke andiyare path ko
Phir pratap ka noor mile
Bhamasha viru rana aur
Phir hakim kha sur mile
Bhamasha viru rana aur
Phir hakim kha sur mile
Unke aadarso ki humko
Ghar ghar jyot jagani hai
Unke aadarso ki humko
Ghar ghar jyot jagani hai
Vir pratap ke jivan ki
Dekho ye amar kahani hai
Aane waale nasalo ko ye
Gorav gatha sunani hai
Vir pratap ke jivan ki
Dekho ye amar kahani hai.
Roop Kumar Rathod
Roop Kumar Rathod
Sadhana Sargam
Prem Bhandari
Bhupinder Singh
Jagjit Singh
Shail Hada
Shail Hada