Tum na mano
Magar ye hakikat hai
Jiski sare jaha
Pe hukumat hai
Tum na mano
Magar ye hakikat hai
Jiski sare jaha
Pe hukumat hai
Jiski har zindagi
Ko zaroorat hai
Na wo takat na
Daulat na izzat hai
Wo mohabbat
Mohabbat mohabbat hai
Wo mohabbat
Mohabbat mohabbat hai
Tum na mano magar
Ye hakikat hai
Jiski sare jaha
Pe hukumat hai
Jiski har zindagi
Ko zaroorat hai
Na wo takat na
Daulat na izzat hai
Wo mohabbat
Mohabbat mohabbat hai
Wo mohabbat
Mohabbat mohabbat hai
Is mohabbat ka
Rangin fasana hai
Fika padta nahi
Rang purana hai
Is mohabbat ka
Rangin fasana hai
Fika padta nahi
Rang purana hai
Kiski thokar me
Sara zamana hai
Iske sajde me
Sar ko jhukana hai
Har basar ki jo
Karti hifazat hai
Na wo takat na
Daulat na izzat hai
Wo mohabbat
Mohabbat mohabbat hai
Wo mohabbat
Mohabbat mohabbat hai
Is mohabbat se
Roshan hai ye aasma
Iske dam se hai
Kayam ye sara jaha
Is mohabbat se
Roshan hai ye aasma
Iske dam se hai
Kayam ye sara jaha
Pas hai is
Mohabbat ki har dasta
Kah rahi hai kitabo
Ki sab surkhiya
Sari dunia ne
Jisne liya akt hai
Na wo takat na
Daulat na izzat hai
Wo mohabbat
Mohabbat mohabbat hai
Wo mohabbat
Mohabbat mohabbat hai
Mohabbat sabnam hai
Mohabbat sabnam hai
Mohabbat chingari
Mohabbat chingari
Mohabbat khusbu
Hai mohabbat khusbu hai
Mohabbat gulkari
Mohabbat gulkari
Mohabbat bachpan
Hai ye jawani hai
Aag hai aadhi aadha pani hai
Mohabbat jamuna
Hai mohabbat jamuna hai
Mohabbat ganga
Hai mohabbat ganga hai
Ye sabse unchi
Hai ye sabse unchi hai
Ye kanchan janga hai
Ye kanchan janga hai
Mohabbat ramayan
Ram aur sita hai
Kuran baibal hai
Mohabbat geeta hai
Mohabbat radha hai
Mohabbat krishna hai
Bada hi noor ali
Mohabbat rishta hai
Mohabbat zindabad
Mohabbat zindabad
Mohabbat zindabad
Mohabbat zindabad
Mohabbat zindabad
Mohabbat zindabad
Mohabbat zindabad
Mohabbat zindabad
Mohabbat zindabad
Mohabbat zindabad
Mohabbat zindabad
Mohabbat zindabad.
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu
Kumar Sanu, Sushma Shrestha (Poornima)
Surinder Kohli
Alka Yagnik, Nitin Mukesh Chand Mathur