Gairon se baat kar ke
Badlo na rang nazar ke
Mar jayenge hum
Kasam se ho kasam se
Gairon se baat kar ke
Badlo na rang nazar ke
Gairon se baat kar ke
Badlo na rang nazar ke
Mar jayenge hum
Kasam se ho kasam se
Sanam kasam se
Gairon se baat kar ke
Badlo na rang nazar ke
Gairon se baat kar ke
Badlo na rang nazar ke
Mar jayenge hum
Kasam se ho kasam se
Sanam kasam se
Gairon se baat kar ke
Teri bewafai meri
Samaj mein na aayi
Tu chahti thi mujhko to phir kyu
Yeh aag tune lagai
Teri bewafai meri
Samaj mein na aayi
Tu chahti thi mujhko to phir kyu
Yeh aag tune lagai
Bach na sakega tera bhi daman
Iss aag ke ab asar se
Iss aag ke ab asar se
Gairon se baat kar ke
Badlo na rang nazar ke
Mar jayenge hum
Kasam se ho kasam se
Sanam kasam se
Gairon se baat kar ke
Meri beghunahi
Degi hamesha ghawahi
Samjha tha maine masum
Tujhko tu leke aayi tabahi
Meri beghunahi
Degi hamesha ghawahi
Samjha tha maine masum
Tujhko tu leke aayi tabahi
Tab kya karegi jab tu giregi
Ek roj apni nazar se
Ek roj apni nazar se
Gairon se baat kar ke
Badlo na rang nazar ke
Mar jayenge hum
Kasam se ho kasam se
Sanam kasam se
Gairon se baat kar ke
Tune nahi yeh socha
Lamho ka kya hai bharosha
Tanhaiyo mein jab tu giregi
Koi bhi tera na hoga
Tune nahi yeh socha
Lamho ka kya hai bharosha
Tanhaiyo mein jab tu giregi
Koi bhi tera na hoga
Mayush ho kar peene padege
Tujhko bhi aansu zaher ke
Tujhko bhi aansu zaher ke
Gairon se baat kar ke
Badlo na rang nazar ke
Mar jayenge hum
Kasam se ho kasam se
Sanam kasam se
Gairon se baat kar ke
Badlo na rang nazar ke
Mar jayenge hum
Kasam se ho kasam se
Sanam kasam se
Kasam se ho kasam se
Sanam kasam se.
Khan Mastana
Hamida Banu
Hamida Banu
Mohammed Rafi
Udit Narayan
Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan
Sadhana Sargam, Udit Narayan
S. P. Balasubrahmanyam
Sadhana Sargam
Kumar Sanu, Sadhana Sargam