Tum Ne Kisi Ki Jaan Ko - Rajkumar lyrics | Rajkumar - Tum Ne Kisi Ki Jaan Ko lyrics

Tum Ne Kisi Ki Jaan Ko is a hindi song from the 1964 movie Rajkumar. Tum Ne Kisi Ki Jaan Ko singer is Mohammed Rafi. Tum Ne Kisi Ki Jaan Ko composer is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi and Tum Ne Kisi Ki Jaan Ko lyricist or song writer is Hasrat Jaipuri. Tum Ne Kisi Ki Jaan Ko music director is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. Tum Ne Kisi Ki Jaan Ko features Shammi Kapoor, Pran, Sadhana. Tum Ne Kisi Ki Jaan Ko director is and the producer is . The audio of Tum Ne Kisi Ki Jaan Ko song was released on 20th October, 1964 by Saregama. Tum Ne Kisi Ki Jaan Ko YouTube video song can be watched above.


Tum ne kisi ki jaan ko
Jaate huye dekhaa hai
Wo dekho mujhse roothkar
Meri jaan jaa rahi hai
Wo dekho mujhse roothkar
Meri jaan jaa rahi hai
Tum ne kisi ki jaan ko
Jaate huye dekhaa hai
Wo dekho mujhse roothkar
Meri jaan jaa rahi hai
Wo dekho mujhse roothkar
Meri jaan jaa rahi hai


Kyaa jaane kis qusoor ki
Dee hain mujhe sazaayen
Kyaa jaane kis qusoor ki
Dee hain mujhe sazaayen
Deewaanaa kar rahi hain
Taubaa shikan adaayen
Zulfon mein munh chhupaakar
Zulfon mein munh chhupaakar
Mujhko lubhaa rahi hai
Wo dekho mujhse roothkar
Meri jaan jaa rahi hai
Tum ne kisi ki jaan ko
Jaate huye dekhaa hai
Wo dekho mujhse roothkar
Meri jaan jaa rahi hai
Wo dekho mujhse roothkar
Meri jaan jaa rahi hai


Ghabraa rahi hai khud bhi
Bechain ho rahi hai
Ghabraa rahi hai khud bhi
Bechain ho rahi hai
Apne hi khoon-e-dil mein
Daaman dubo rahi hai
Bejaan rah gaye ham
Bejaan rah gaye ham
Wo muskuraa rahi hai
Wo dekho mujhse roothkar
Meri jaan jaa rahi hai
Tum ne kisi ki jaan ko
Jaate huye dekhaa hai
Wo dekho mujhse roothkar
Meri jaan jaa rahi hai
Wo dekho mujhse roothkar
Meri jaan jaa rahi hai


Masti bhari ghataaon
Ab jaake rok lo tum
Masti bhari ghataaon
Ab jaake rok lo tum
Tumko meri qasam hai
Samjhaa ke rok lo tum
Uski judaayi dil par
Uski judaayi dil par
Nashtar chalaa rahi hai
Wo dekho mujhse roothkar
Meri jaan jaa rahi hai
Tum ne kisi ki jaan ko
Jaate huye dekhaa hai
Wo dekho mujhse roothkar
Meri jaan jaa rahi hai
Wo dekho mujhse roothkar
Meri jaan jaa rahi hai
Meri jaan jaa rahi hai
Meri jaan jaa rahi hai.



Movie/album: Rajkumar
Singers: Mohammed Rafi
Song Lyricists: Hasrat Jaipuri
Music Composer: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Director: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label: Saregama
Starring: Shammi Kapoor, Pran, Sadhana
Release on: 20th October, 1964
1. Who is the music director of the song Tum Ne Kisi Ki Jaan Ko
Ans: Tum Ne Kisi Ki Jaan Ko song music director is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
2. Who is/are the singer/singers of the song Tum Ne Kisi Ki Jaan Ko
Ans: Tum Ne Kisi Ki Jaan Ko song singer is Mohammed Rafi
3. Who is the Composer of the song Tum Ne Kisi Ki Jaan Ko
Ans: Tum Ne Kisi Ki Jaan Ko song composer is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
4. Who is the Lyricist of the song Tum Ne Kisi Ki Jaan Ko
Ans: Tum Ne Kisi Ki Jaan Ko song lyricist is Hasrat Jaipuri
5. What is the movie of the song Tum Ne Kisi Ki Jaan Ko
Ans: Tum Ne Kisi Ki Jaan Ko song is from Rajkumar
6. Who wrote the song Tum Ne Kisi Ki Jaan Ko
Ans: Tum Ne Kisi Ki Jaan Ko song is written by Hasrat Jaipuri

Find other songs in - Rajkumar

1
Naach Re Man Badkamma

Asha Bhosle, Lata Mangeshkar

2
Jane Wale Jara Hoshiyaar

Mohammed Rafi

4
Dilarubaa Dil Pe

Asha Bhosle, Mohammed Rafi

5
Aaja Aai Bahar

Lata Mangeshkar

6
Tumne Pukara Aur Hum

Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur

7
Dum Mast Kalandar

Sabri Brothers

8
O Mere Rajkumar

Alka Yagnik

9
Payal Meri Jadu Jagati Hai

Alka Yagnik, Udit Narayan

10
Yeh Khoobsurat Badan

Alka Yagnik, Anand Bakshi

11
Tu Bijli Hai

Alka Yagnik, Udit Narayan

12
Bechain Hoon Main

Alka Yagnik, Udit Narayan

13
Aankhon Ke Aage Peechhe

Kavita Krishnamurthy

14
Aaja Aaja Tu Aanewale

Afzal Sabri, Iqbal Sabri, Jayshree Shivram, Sukhwinder Singh