Wo Aaye Ghar Me Humare - Ek Din Ka Badshah lyrics | Ek Din Ka Badshah - Wo Aaye Ghar Me Humare lyrics

Wo Aaye Ghar Me Humare is a hindi song from the 1964 movie Ek Din Ka Badshah. Wo Aaye Ghar Me Humare singers are Mahendra Kapoor, S.Balbir, Surender Kohli. Wo Aaye Ghar Me Humare composer is Hansraj Behl and Wo Aaye Ghar Me Humare lyricist or song writer is Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta). Wo Aaye Ghar Me Humare music director is Hansraj Behl. Wo Aaye Ghar Me Humare features Jairaj, Nishi, Jugal Kishore, Sunder. Wo Aaye Ghar Me Humare director is and the producer is . The audio of Wo Aaye Ghar Me Humare song was released on null by Saregama. Wo Aaye Ghar Me Humare YouTube video song can be watched above.


Wo aaye ghar me humare
Khuda ki kudrat hai
Are bhai kabhi hum unko
Kabhi apne ghar ko dekhte hai
Aji ek din ka badshah
Yu besahara ho gaya


Wo aaye ghar me humare
Khuda ki kudrat hai
Are bhai kabhi hum unko
Are kabhi apne ghar ko dekhte hai
Aji ek din ka badshah
Yu besahara ho gaya
Ek din ka badshah
Yu besahara ho gaya
Ek din ka badshah
Yu besahara ho gaya
Jaise ek shadi shuda
Phir se kawara ho gaya
Jaise ek shadi shuda
Phir se kawara ho gaya


Char din ki chandani
Nahi nahi bhai
Ek din ki chandani
Ab andheri rat hai
Ek din ka badshah
Yu besahara ho gaya


Kal bade aish se kati hogi
Haye koi motarma mar miti hogi
Ho kisi ne taz pahnaya hoga
Kisi ne rakht dikhlaya hoga


Ruksana hogi phir rihana hogi
To phir sultana hogi
Bhai koi na bhai koi na
Jawani dekh ke gulnaro ki
Yaad aayi to hogi yaro ki
Lotke budhu ghar ko aaya hai
Ghar bhi apna nahi paraya hai


Aji hum jaha pe mil gaye
Wo ghar chabara ho gaya
Hum jaha pe mil gaye
Wo ghar chabara ho gaya
Ek din ka badshah
Yu besahara ho gaya
Jaise ek shadi shuda
Phir se kawara ho gaya


Are suna hai
Ek bandar ko mila tha
Ustara ek din ustara ek din
Ustara ek din
Nakal usne jo ki hajam ki
To kat gayi gardan
Kat gayi gardan kat gayi gardan
Kat gayi gardan


Suna tha ek zahil ko
Mila tha chandi ka ek lota
Wo pani pi pi ke usme
Hua bahut mota bamb tha
Chalo achha hai khuda
Nakhun nahi deta haye
Nakhun nahi deta
Nakhun nahi deta
Nakhun nahi deta
Nakhun nahi deta
Nahi to khuja kar wo ganja
Lal kar leta lal kar leta


Aji taz sar se uth gaya
To sar aawara ho gaya
Taz sar se uth gaya
To sar aawara ho gaya
Ek din ka badshah
Yu besahara ho gaya
Jaise ek shadi shuda
Phir se kawara ho gaya


Afsana sun le pyare
Ye dagdar ka
Har hal me nibhaya
Maine sath yaar ka


Khatmalo ne yu khun chata haye
Jaise aapas ki dushmani ho kahi
Jaise apna kahi khuda hi nahi
Aaj tumko bhi ye tadpayenge
Rat bhar tunpe sitam dhayenge
Nind tumko bhi nahi aayegi
Rat bhar nani yaad aaayegi
Jaise ki vaisi hin bharo tum bhi
Ab havalat me maro tum bhi
Jalo tum sado tum


Are rat bhar me dekh
Kya naksha hamara ho gaya
Rat bhar me dekh
Kya naksha hamara ho gaya
Jaise ek shadi shuda
Phir se kawara ho gaya
Ek din ka badshah
Yu besahara ho gaya
Jaise ek shadi shuda
Phir se kawara ho gaya.



Movie/album: Ek Din Ka Badshah
Singers: Mahendra Kapoor, S.Balbir, Surender Kohli
Song Lyricists: Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta)
Music Composer: Hansraj Behl
Music Director: Hansraj Behl
Music Label: Saregama
Starring: Jairaj, Nishi, Jugal Kishore, Sunder
Release on: null
1. Who is the music director of the song Wo Aaye Ghar Me Humare
Ans: Wo Aaye Ghar Me Humare song music director is Hansraj Behl
2. Who is/are the singer/singers of the song Wo Aaye Ghar Me Humare
Ans: Wo Aaye Ghar Me Humare song singers are Mahendra Kapoor, S.Balbir, Surender Kohli
3. Who is the Composer of the song Wo Aaye Ghar Me Humare
Ans: Wo Aaye Ghar Me Humare song composer is Hansraj Behl
4. Who is the Lyricist of the song Wo Aaye Ghar Me Humare
Ans: Wo Aaye Ghar Me Humare song lyricist is Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta)
5. What is the movie of the song Wo Aaye Ghar Me Humare
Ans: Wo Aaye Ghar Me Humare song is from Ek Din Ka Badshah
6. Who wrote the song Wo Aaye Ghar Me Humare
Ans: Wo Aaye Ghar Me Humare song is written by Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta)

Find other songs in - Ek Din Ka Badshah

1
Bandanawaz Dekhiye

Asha Bhosle, Kishore Sharma, Miss Vijay, Mohammed Rafi, S.Balbir, Surender Kohli

2
Allah Teri Aaho Me

Kamal Barot, Shamshad Begum

3
Teri Pasand Kya Hai

Mohammed Rafi

4
Kahi Sabar Ki Intaha

Suman Kalyanpur

5
Tere Hatho Me Apni Zindagi

Asha Bhosle, Mahendra Kapoor