Ghar tikha chhindi diware
Tum se hi ghar ghar kahlaya
Tum se hi ghar ghar kahlaya
Tum se hi ghar ghar kahlaya
Suna mandir tha man mera
Bujha dip tha jivan mera
Suna mandir tha man mera
Bujha dip tha jivan mera
Mahima ke pawan charno me
Mai dipak bankar chhaya
Tum se hi ghar ghar kahlaya
Tum se hi ghar ghar kahlaya
Dilwale ban gaya suhavan
Ma tumse mera ghar pavan
Dilwale ban gaya suhavan
Ma tumse mera ghar pavan
Aanchal ki mamta kam aayi
Payi sukh ki sheetal chhaya
Tum se hi ghar ghar kahlaya
Tum se hi ghar ghar kahlaya
Kaise ho bhuldan tumhara
Jo kuch hai vardan tumhara
Kaise ho bhuldan tumhara
Jo kuch hai vardan tumhara
Tune hi mere jivan ke
Sapnoko sach kar dikhlaya
Tum se hi ghar ghar kahlaya
Tum se hi ghar ghar kahlaya
Aankhe meri jyoti tumhari
Rah na gayi rahe andhiyari
Aankhe meri jyoti tumhari
Rah na gayi rahe andhiyari
Rahne do mere andherpan ko
Ma tune dur bhagaya.
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar