Tum sitam aur karo
Tootaa nahin dil ye abhi
Tum sitam aur karo
Tootaa nahin dil ye abhi
Ham bhi kyaa yaad karenge
Tumhen chaahaa thaa kabhi
Tum sitam aur karo
Tootaa nahin dil ye abhi
Ye wohi honth hain
Jo geet mere gaate the
Ye wohi gesoo hain
Jo mujhpe bikhar jaate the
Aaj kyaa ho gayaa
Kyun ho gaye begaane sabhi
Tum sitam aur karo
Tootaa nahin dil ye abhi
Apne khwabon kaa jahan
Mujh mein kabhi dhoondha thaa
Apne khwabon kaa jahan
Mujh mein kabhi dhoondha thaa
Tum wohi ho ki kabhi
Tumne mujhe poojaa thaa
Dekhte ho hamen aise ki
Na dekhaa ho kabhi
Tum sitam aur karo
Tootaa nahin dil ye abhi.
Kamal Barot, Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)