Janeman janeman
Janeman hans lo zara
Fikar ki kya baat hai
Hasne wala gum kare kyu
Gum ki kya aukat hai
Janeman hans lo zara
Fikar ki kya baat hai
Hasne wala gum kare kyu
Gum ki kya aukat hai
Janeman hans lo zara
Gum mein hona padega tujhe tanha
Ya to rona padega tujhe tanha
Gum mein hona padega tujhe tanha
Ya to rona padega tujhe tanha
Or pyare tu hai khush to
Fir ye dunia bhi sath hai
Janeman hans lo zara
Fikar ki kya baat hai
Hasne wala gum kare kyu
Gum ki kya aukat hai
Janeman has lo jara
Chalte jao magar raho haste
Deep roshan hua hai yahi kahke
Chalte jao magar raho haste
Deep roshan hua hai yahi kahke
Tu hai jinda tere sar pe
Jindgani ka hath hai
Janeman hans lo zara
Fikar ki kya baat hai
Hasne wala gum kare kyu
Gum ki kya aukat hai
Janeman hans lo zara
Tum jo chaho najara abhi badle
Chand abhi badle sitara abhi badle
Tum jo chaho najara abhi badle
Chand abhi badle sitara abhi badle
Pahle hasdo fir ye dekho
Kaisi matwali raat hai
Janeman hans lo zara
Fikar ki kya baat hai
Hasne wala gum kare kyu
Gum ki kya aukat hai
Janeman hans lo zara.
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Mohammed Rafi
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar