Tum waise hi itni haseen ho
Makeup na lagaya karo
Tum waise hi itni haseen ho
Makeup na lagaya karo
Beauty parlar mein jaa jaa ke
Beauty parlar mein jaa jaa ke
Waqt yunhi na jaya karo
O haseena nazneena
O haseena nazneena
Tum waise hi itni haseen ho
Makeup na lagaya karo
Beauty parlar mein jaa jaa ke
Beauty parlar mein jaa jaa ke
Waqt yunhi na jaya karo
O haseena nazneena
O haseena nazneena
Hotho pe surkhi gaalo pe laali
Nakhuno par nail polish lagai
Hotho pe surkhi gaalo pe laali
Nakhuno par nail polish lagai
Muh par hain pawder
Aamkhon mein kajal
Fashion tu inte kyu karke aayi
Banke ek sadgi ki wo murat
Mere dil mein samaya karo
Banke ek sadgi ki wo murat
Mere dil mein samaya karo
Beauty parlar mein jaa jaa ke
Beauty parlar mein jaa jaa ke
Waqt yunhi na jaya karo
O haseena nazneena
O haseena nazneena
Tere badan ki dheemi se khushboo
Waise hi madhosh mujhko banaye
Tere badan ki dheemi se khushboo
Waise hi madhosh mujhko banaye
Phir tu deewani kya soch kar ke
Yeh mahenga mahenga itar lagaye
Jaisa chahu main waisi hi ban kar
Tum mujhko rijaya karo
Jaisa chahu main waisi hi ban kar
Tum mujhko rijaya karo
Beauty parlar mein jaa jaa ke
Beauty parlar mein jaa jaa ke
Waqt yunhi na jaya karo
O haseena nazneena
O haseena nazneena
Tum waise hi itni haseen ho
Makeup na lagaya karo
Tum waise hi itni haseen ho
Makeup na lagaya karo
Beauty parlar mein jaa jaa ke
Beauty parlar mein jaa jaa ke
Waqt yunhi na jaya karo
O haseena nazneena
O haseena nazneena
O haseena nazneena
O haseena nazneena.
Mangal Singh, S. P. Balasubrahmanyam, Sudesh Bhonsle, Udit Narayan
Sukhwinder Singh
S. P. Balasubrahmanyam
Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam
S. P. Balasubrahmanyam, Sushma Shrestha (Poornima)
S. P. Balasubrahmanyam
Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam