Tumhe bhul jane ka haq hai agar
Hume haq mohabbt nibaane ka hain
Tumhe bhul jane ka haq hai agar
Hume haq mohabbt nibaane ka hain
Abi se tumhe kya bataye bala
Ye anjaam kya ish fasane ka hai
Tumhe bhul jane ka haq hai agar
Vafao ke riste nahi tuthte
Ye bandan bande to nahi chuthte
Jara ye unhe bhi ye bta de koi
Jinhe sok daman chudane ka hai
Tumhe bhul jane ka haq hai agar
Najar me koi aur dil me koi
Kisi se wafa kisi par sitam
Hume tumse koi sikayat nahi
Ye dastoor sare jamane ka hai
Tumhe bhul jane ka haq hai agar
Humare liye thi jo
Dil ki lagi isi ke liye dil lagi ban gayi
Hume yu hasaya ke hum ro diye
Tarika dil lagane ka hain
Tumhe bhul jane ka haq hai agar
Hume haq mohabbt nibaane ka hain
Abi se tumhe kya bataye bala
Ye anjaam kya ish fasane ka hain
Tumhe bhul jane ka haq hai agar.
Amirbai Karnataki
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Mahendra Kapoor
Asha Bhosle
Chandrashekhar Gadgil, Mahendra Kapoor
Salma Agha
Hariharan, Mahendra Kapoor
Asha Bhosle
Mahendra Kapoor