Wo dil hi nahi jo aankho se
Ban banke aasu bah jaye
Wo dil hi nahi jo aankho se
Ban banke aasu bah jaye
Wo ishq nahi wo husn nahi
Wo ishq nahi wo husn nahi
Jo apni kahani kah jaye
Wo dil hi nahi jo aankho se
Ban banke aasu bah jaye
Wo dil hi nahi jo aankho se
Hum unka kinara bante hai
Hum unka kinara bante hai
Jo hamse kinara karte hai
Hum unko pukara karte hai
Jo hamse kinara karte hai
Wo kashti hai ya tinaka hai
Wo kashti hai ya tinaka hai
Jo lag ke kinare bah jaye
Wo dil hi nahi jo aankho se
Ban banke aasu bah jaye
Wo dil hi nahi jo aankho se
Jab ulfat hogi afsana
Jab ulfat hogi afsana
Likhegi jawani ro ro kar
Sun legi deewani ro ro kar
Likhegi jawani ro ro kar
Us zakhm ko kyu na pyar kare
Us zakhm ko kyu na pyar kare
Jo teer kisi ka sah jaye
Wo dil hi nahi jo aankho se
Ban banke aasu bah jaye
Wo dil hi nahi jo aankho se
Badal garje bijli chamke
Badal garje bijli chamke
Bundo se sitaro mein aag lage
Phool se baharo mein aag lage
Bundo se sitaro mein aag lage
Jab deewana dil ki biti
Jab deewana dil ki biti
Mahfil mein aake kah jaye
Wo dil hi nahi jo aankho se
Ban banke aasu bah jaye
Wo dil hi nahi jo aankho se
Un armano ko kya kahiye
Un armano ko kya kahiye
Jo pure hue or mit bhi gaye
Hum ghar mein rahe or lut bhi gaye
Jo pure hue or mit bhi gaye
Wo tuti tamanna achhi hai
Wo tuti tamanna achhi hai
Jo dil ki dil mein rah jaye
Wo dil hi nahi jo aankho se
Ban banke aasu bah jaye
Wo ishq nahi wo husn nahi
Wo ishq nahi wo husn nahi
Jo apni kahani kah jaye
Wo dil hi nahi jo aankho se
Ban banke aasu bah jaye
Wo dil hi nahi jo aankho se.
Annette Pinto, Sharon Prabhakar
Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit)