Tumhe ho naa ho mujhko to
Tumhe ho naa ho mujhko to itnaa yakeen hai
Mujhe pyaar tumse nahin hai nahin hai
Mujhe pyaar tumse nahin hai nahin hai
Tumhe ho naa ho mujhko to itnaa yakeen hai
Mujhe pyaar tumse nahin hai nahin hai
Magar maine ye raaz ab tak naa jana
Ke kyun pyaari lagtin hain baaten tumhaari
Main kyun tumse milne ka dhoondhoon bahana
Kabhi maine chaha tumhe choo ke dekhoon
Kabhii maine chaha tumhe paas lana
Magar phir bhi
Magar phir bhi is baat kaa to yakeen hai
Mujhe pyaar tumse nahin hai nahin hai
Mujhe pyaar tumse nahin hai nahin hai
Tumhe ho naa ho mujhko to itna yakeen hai
Phir bhi jo tum door rahte ho mujhse
To rahten hain dil pe udaasi ke saaye
Phir bhi jo tum door rahte ho mujhse
To rahten hain dil pe udaasi ke saaye
Koyi khwaab oonche makaanon se jhaanke
Koyi khwaab baitha rahe sar jhukaaye
Kabhi dil ki raahon mein phaile andhera
Kabhi door tak raushni muskuraaye
Magar phir bhi …
Magar phir bhi is baat kaa to yakeen hai
Mujhe pyaar tumse nahin hai nahin hai
Mujhe pyaar tumse nahin hai nahin hai
Tumhe ho naa ho mujhko to itna yakeen hai.
Runa Laila
Bhupinder Singh
Bhupinder Singh, Runa Laila