Tumhe sitaro ne beikhtiyar dekha hai
Tumhe sitaro ne beikhtiyar dekha hai
Sharir chand mein bhi bar bar dekha hai
Sharir chand mein bhi bar bar dekha hai
Tumhe sitaro ne beikhtiyar dekha hai
Kabhi jo baithi ho gesu sawarne ke liye
Kabhi jo baithi ho gesu sawarne ke liye
To aayine ne hame dekha hai
Sunahre pani mein chandi se paw latkaye
Sunahre pani mein chandi se paw latkaye
Safak ne tumhe sare jue baar dekha hai
Kabhi chaman mein saukh phoolo ne
Nigahe saukh se mastana war dekha hai
Nigahe saukh se mastana war dekha hai
Kudrat ne har tarah tumko
Hazar bar nahi lakh bar dekha hai
Magar meri nigah saukh ka
Shikayat hai
Magar meri nigahe saukh ko shikayat hai
Ke usne tumko fakat ek bar dekha hai
Ke usne tumko fakat ek bar dekha hai
Tumhe sitaro ne beikhtiyar dekha hai.
Mohammed Zahur Khayyam, Zohrabai Ambalewali