Mere jeevan saathi
Mere jeevan saathi
Mere jeevan saathi
Mere jeevan saathi
Is kadar pyar
Tumse karte hain
Ho ho ho
Tumko dulhan
Banayenge hum
Is kadar hum bhi
Tumpe marte hain
Hmm ho ho ho
Tumko dulha
Banayenge hum
Mere jeevan saathi
Mere jeevan saathi
Mere jeevan saathi
Mere jeevan saathi
Apne rangin khayalo
Main sajaya hain tumhe
Apne palko ke jharokho
Main bithaya hain tumhe
Humne iss dil mein
Tumko band karke rakha hain
Sirf tumko hi pasand
Karke rakha hain
Dhadkanon ki
Sada bhi sunayi de
Itne nazdeek layenge hum
Is kadar hum bhi
Tumpe marte hain
Tumko dulha
Banayenge hum
Mere jeevan saathi
Mere jeevan saathi
Mere jeevan saathi
Mere jeevan saathi
Chudiya gori kalayi
Main khanak jaati hain
Ab humhe raat ki
Tanhai main tadpati hain
Apni betabiyon ka
Dard sunaye kaise
Haal kaisa hain sanam
Tumko bataye kaise
Har tamanna ab yahi kehti hain
Na kabhi door jayenge hum
Is kadar pyar tumse karte hain
Ho tumko dulhan banayenge hum
Mere jeevan saathi mere jeevan saathi
Mere jeevan saathi mere jeevan saathi
Mere jeevan saathi mere jeevan saathi
Mere jeevan saathi mere jeevan saathi.
Kishore Kumar
Kishore Kumar
Asha Bhosle
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Kishore Kumar
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Kishore Kumar
Alisha Chinai, Shaan
Alka Yagnik, Sonu Nigam
Alka Yagnik
Sonu Nigam
Abhijeet Bhattacharya, Sadhana Sargam
Alka Yagnik, Udit Narayan