Tune ye jaana ek
Kaanta lagne se
Main ghayal ho gayi
Ho main ghayal ho gayi
Tune ye jaana ek
Kaanta lagne se
Main ghayal ho gayi
Kaanta to nikal gaya
Kaanta to nikal gaya
Par tere chhune se
Main pagal ho gayi
Ho main pagal ho gayi
Tune ye jaana ek
Kaanta lagne se
Main ghayal ho gayi
Kaanta to nikal gaya
Kaanta to nikal gaya
Par tere chhune se
Main pagal ho gayi
Main ghayal ho gayi
Tere haatho se
Mere ang ang mein
Bechaini si duad gayi
Sharam se simat gayi
Tujhse lipat gayi
Main duniya chhod gayi
Ho par tu na jaana
Tune ye jaana ek
Kaanta lagne se
Main ghayal ho gayi
Main pagal ho gayi
Main anjaan sahin
Main nadan sahin
Par tu nadan nahin
Bante ho to ho par mann ke
Kuchh bhi pahchan nahin
Ho tu hai deewana
Tune ye jaana ek
Kaanta lagne se
Main ghayal ho gayi
Main pagal ho gayi
Main kaisi bhi hoon
Main jaisi bhi hoon
Sweekar mujhe kar le
Main sach kahti hoon
Kahti rehti hoon
Tu pyar mujhe kar le
O mujhko satana
Tune ye jaana ek
Kaanta lagne se
Main ghayal ho gayi
Main ghayal ho gayi
Tune ye jaana ek
Kaanta lagne se
Main ghayal ho gayi
Kaanta to nikal gaya
Kaanta to nikal gaya
Par tere chhune se
Main pagal ho gayi
Ho main pagal ho gayi
Tune ye jaana ek
Kaanta lagne se
Main ghayal ho gayi
Ho main pagal ho gayi.
Amit Kumar
Asha Bhosle
Asha Bhosle