Chal saheli jhoom ke
Hum geet koi gate hain
Mast pawan ke pankh lagake
Hum panchhi ban jate hain
Chal saheli jhoom ke
Hum geet koi gate hain
Mast pawan ke pankh lagake
Hum panchhi ban jate hain
Dekho to in kaliyo ko
Bhawro ki rang raliyo ko
Mausam ne sajaya hain
Is gulshan ki galiyo ko
Dekho to in kaliyo ko
Bhawro ki rang raliyo ko
Mausam ne sajaya hain
Is gulshan ki galiyo ko
Jab jab phool khile gulshan mein
Ye dil bhi khil jate hain
Chal saheli jhoom ke
Geet koi gate hain
Mast pawan ke pankh lagake
Hum panchhi ban jate hain
Chhede jara fizao ko
Pakde mast hawao ko
Ji chahta hain chhukar dekhe
Hum ghanghor ghatao ko
Chhede jara fizao ko
Pakde mast hawao ko
Ji chahta hain chhukar dekhe
Hum ghanghor ghatao ko
Dekhe to ye kale badal
Kaise yun lahrate hain
Chal saheli jhoom ke
Geet koi gaate hain
Mast pawan ke pankh lagake
Hum panchhi ban jate hain
Sathi nahin hain tum apne
Sari khushiya ghum apne
Upar apna ek khuda
Niche humdum hum apne
Sathi nahin hain tum apne
Sari khushiya ghum apne
Upar apna ek khuda
Niche humdum hum apne
Duniya humko thukraye
Hum duniya ko thukrate hain
Chal saheli jhoom ke
Geet koi gate hain
Mast pawan ke pankh lagake
Hum panchhi ban jate hain
Chal saheli jhoom ke
Hum geet koi gate hain
Mast pawan ke pankh lagake
Hum panchhi ban jate hain
Chal saheli jhoom ke
Hum geet koi gate hain
Mast pawan ke pankh lagake
Hum panchhi ban jate hain
Chal saheli jhoom ke
Hum geet koi gate hain
Mast pawan ke pankh lagake
Hum panchhi ban jate hain.
Asha Bhosle
Amit Kumar
Asha Bhosle