Uff na karna ki mohabbat
Meri badnam na ho
Jab ulfat ka jamane mein
Kahi kaam na ho
Ji jaye agar aashu bahe
Hota hai gham hota rahe
Ji jaye agar aashu bahe
Hota hai gham hota rahe
Hone bhi de hone bhi de
Hone bhi de
Ji jaye agar aashu bahe
Ho ek jaan aur lakho sitam
Betab hai rone ko hum
Ho ek jaan aur lakho sitam
Betab hai rone ko hum
Rone bhi de rone bhi de
Ek jaan aur lakho sitam
Ae balma khisak ja aaj tu
Varna lutegi aabru
Balma khisak ja aaj tu
Varna lutegi aabru
Lutegi aabru balamva
Lutegi aabru
Chalde yaha se uff na kar
Aaya kare muh ko jigar
Chalde yaha se uff na kar
Aaya kare muh ko jigar
Aane bhi de aane bhi de
Aane bhi de
Chalde yaha se uff na kar
Ho o tera hi dahm
Bharta hu main
Marne se kab darta hu main
Tera hi dahm bharta hu main
Marne se kab darta hu main
Nahi darta hu main
Sajaniya nahi darta hu main
Dekho idhar ye main chala
Hatt ja ari duniya jara
Jane bhi de jande bhi de
Jande bhi de
Dekho idhar ye main chala.
Kishore Kumar, Mohammed Rafi
Kishore Kumar
Asha Bhosle, Kishore Kumar, Mohammed Rafi
Kishore Kumar
Lata Mangeshkar