Unhen bhi raaz e ulfat ki
Na hone di khabar maine
Unhen bhi raaz e ulfat ki
Na hone di khabar maine
Unhen bhi raaz e ulfat ki
Na hone de khabar maine
Nazar mil bhi gayi to
Khud bachaa li hai nazar maine
Aa aa aaa, aa aa aaa
Qadam jab maine rakha
Raah e ulfat mein
To duniyaa ne
Ae ae ae
Qadam jab maine rakha
Raah e ulfat mein
To duniyaa ne
Mujhe aawaaz di
Lekin na dekhaa
Chaunk kar maine
Bhalaa aa aa aa
Ghairon se kyaa matlab
Jo main unse gilaa kartaa
Haay shikaayat tum se ki hai
Tum ko apnaa jaan kar maine
Aaa aa aa aa
Kahaan main aur kahaan
Dair o haram ki
Kashmakash nakshab
Kahaan main aur kahaan
Dair o haram ki
Kashmakash nakshab
Kisi ke naqsh e paa par
Rakh diya jab aaj sar maine
Unhen bhi raaz e ulfat ki
Na hone di khabar maine.
Parul Ghosh
Parul Ghosh
Hemlata (Lata Bhatt), Mahendra Kapoor
Mohammed Rafi, Usha Khanna
Hemlata (Lata Bhatt), Mohammed Rafi
Hemlata (Lata Bhatt)