Hum albele saudagar
Chhoti si dukaan sajaa kar
Hum albele saudagar
Chhoti si dukaan sajaa kar
Dilli ke bazaar se aaye
Nai niraali cheezen laaye
Bechte hain raste mein
Raste ka maal saste mein
Bechte hain raste mein
Raste ka maal saste mein
Har cheez milegi badhiya
Kuchh lete jaao baabu
Har cheez milegi badhiya
Kuchh lete jaao baabu
Bazaar se keemat kam hai
Jo chaaho khareedo baabu
Oonchi dukaan ka to
Pheekaa pakwaan hai
Sachcha hai maal apnaa
Sachchee zubaan hai
Bechte hain raste mein
Raste ka maal saste mein
Bechte hain raste mein
Raste ka maal saste mein
Main chhota sa palish wala
Kuchh meri bhi sewa lena
Sheeshe ki tareh jooton ko
Chamkaun to paise denaa
Yaaron ki baat maano
Paise bachaao
Paalish ki ek dibiyaa
Ghar lete jaao
Bechte hain raste mein
Raste ka maal saste mein
Bechte hain raste mein
Raste ka maal saste mein
Ye choodiyan ye jhumke
Ye saari banaaras waali
Ye choodiyan je jhumke
Ye saari banaaras waali
Sab lete jaao baabu
Khush ho jaaye gharwaali
Roothhe mehboob ko
Jo chaaho manana
Apni dukaan par
Tum sang le ke aanaa
Bechte hain raste mein
Raste ka maal saste mein
Bechte hain raste mein
Raste ka maal saste mein
Hum albele saudagar
Chhoti si dukaan sajaa kar
Hum albele saudagar
Chhoti si dukaan sajaa kar
Dilli ke bazaar se aaye
Nai niraali cheezen laaye
Bechte hain raste mein
Raste ka maal saste mein
Bechte hain raste mein
Raste ka maal saste mein.
Parul Ghosh
Parul Ghosh
Zohrabai Ambalewali
Hemlata (Lata Bhatt), Mahendra Kapoor
Hemlata (Lata Bhatt), Mohammed Rafi
Hemlata (Lata Bhatt)