Unko rupiye mein solah aane
Humse nafart hai
Humko rupaye mein do rupaye
Tumse mohabbat hai
Lekin phir bhi wo
Humse mohabat karte hai
Kabhi ek aana kabhi do aane ji
Kabhi ek aana kabhi do aane
Wo humse mohabbat karte hai
Kabhi ek aana kabhi do aane
Kabhi ek aana kabhi do aane
Kabhi ek aana kabhi do aane ji
Kabhi ek aana kabhi do aane
O aa meri pyar ki basti mein
Musafir bankar
Tere nakhro ko uthaungi main
Sach bankar
Yu na kar meri tamnao ki aisi taisi
Aisi taisi aisi taisi aisi taisi ha aisi taisi
Yu na kar meri tamnao ki aisi taisi
Kat dalungi kat dalungi teri nak
Main khanjar bankar
Kat dalungi kat dalungi teri nak
Main khanjar bankar
Humne to jano jigar tere liye har diya
Humne to jano jigar tere liye har diya
Tumne do aankho ki banduk se
Kyu mar diya
Tumne do aankho ki banduk se
Kyu mar diya lekin phir bhi wo
Humse mohabat karte hai
Kabhi ek aana kabhi do aane ji
Kabhi ek aana kabhi do aane
Wo humse mohabbat karte hai
Kabhi ek aana kabhi do aane
Kabhi ek aana kabhi do aane
Kabhi ek aana kabhi do aane ji
Kabhi ek aana kabhi do aane
Ek tum ho hume har ghadi
Bejar karte ho bejar karte ho
Ek hum hai ek hum hai
Solha aane pyar karte hai tumhe pyar
Karte hai tumhe lekin phir bhi wo
Humse mohabat karte hai
Kabhi ek aana kabhi do aane ji
Kabhi ek aana kabhi do aane
Wo humse mohabbat karte hai
Kabhi ek aana kabhi do aane
Kabhi ek aana kabhi do aane
Kabhi ek aana kabhi do aane ji
Kabhi ek aana kabhi do aane.
Shamshad Begum
Lata Mangeshkar
Chunnilal Pardesi, G. M. Durrani
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Asha Bhosle