Zara sa usko chhuan toh
Usne haai usne macha diya shor
Zara sa usko chhuan toh usne
Haai usne macha
Diya shor shor shor
Maine samjha tha
Ke chal jaayega zor
Maine samjha tha
Ke honge baaten aur
Aur phir jaise hi
Zara sa usko chhuan toh
Usne haai usne macha diya shor
Zara sa usko chhuan toh
Usne haai usne macha diya shor
Roop ki thandi chaanv
Mein armanon ke ganv mein
Laga hua tha mela re raahi
Mila akela re maari aankh
Maari aankh gaya bhaag
Na usne ki tas tas na
Maine ki bas bas
Na usne ki tas tas na
Maine ki bas bas
Aur phir jaise hi
Zara sa usko chhuan toh
Usne haai usne macha diya shor
Zara sa usko chhuan toh
Sne haai usne macha diya shor
Chalte chalte raah mein
Kuchh paane ki chaah mein
Main usko roka tha
Aage badhate toka tha
Phenka daanv
Phenka daanv bola daanv
Na usne ki tas tas
Na maine ki bas bas
Na usne ki tas tas
Na maine ki bas bas
Aur phir jaise hi
Zara sa usko chhuan toh
Usne haai usne macha diya shor
Zara sa usko chhuan toh
Usne haai usne macha diya shor
Koi chhaila mod pe
Haath dono jod ke
Bola raat ki raani maan
Le mujhko jaani
Diya phool
Diya phool gayi bhul
Na usne ki tas tas na
Maine ki bas bas
Na usne ki tas tas na
Maine ki bas bas
Aur phir jaise hi
Zara sa usko chhuan toh
Usne haai usne macha diya shor
Zara sa usko chhuan toh
Usne haai usne macha diya shor.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mahendra Kapoor, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Shyama Chittar
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)