Yaad aayega hame
Chhod ke jaane wala
Yaad aayega hame
Chhod ke jaane wala
Baat khudari ki duniya
Ko sikhane wala
Apni aajadi pe har
Shay ko lutane wala
Aaj duniya ko anmol
Nishani de kar ja raha hai
Lo hume chhod ke
Jaane wala ja raha hai
Lo hume chhod ke
Jaane wala ja raha hai
Lo hume chhod ke jaane wala
Usne chaha ke chaman
Uska ye azad rahe
Par ek bhi dastar
Na jhukne paye
Dam kitana bhi
Bhala koi lgaye
Lakin apni maati ka
Koi rang na bikane paaye
Apni maati ka koi
Rang na bikane paaye
Yaad aayega hame
Chhod ke jaane wala
Waqt ruk sak jo harek
Se andhera chhaya
Aisa lagta h ke suraj
Bhi kahi khoya hai
Jo wasulo pe jeeya
Uske gujar jaane pe
Dost to dost hai dusman
Bhi bahot roya hai
Dost to dost hai dusman
Bhi bahot roya hai
Yaad aayega hame
Chhod ke jaane wala
Yaad aayega hame
Chhod ke jaane wala.
Roop Kumar Rathod
Roop Kumar Rathod
Sadhana Sargam
Prem Bhandari
Roop Kumar Rathod
Bhupinder Singh
Shail Hada
Shail Hada