Vishnu ek hai bahkto ke
Hit roop anek dhare
Keshv kripa sindhu karunamay
Jai jagdish hare hare
Gaao re gun gaao hari ke
Jo dukh dur kare hare
Gaao re gun gaao hari ke
Jo dukh dur kare hare
Jai jagdish hare hare
Jai jagdish hare hare
Ek divas swaymbhu muni
Darpan karte the jal mein
Ek nanhi si min tabhi aayi
Unki anjali mein
Aur wo machhli boli raksha kijiye
Mujhe jal mein na fekiye
Jal ke bahyanak jee jantu
Mujhe kha jaayenge
Meri raksha kijiy bhagwant
Data dahrm ka mul samjh kar
Man mein day dikhayi
Par chhoti si min ne
Apni deh turant badhai
Chali mapne mahasindhu
Mein hai kitani gherai
Jal mein hone lagi pralay
Ek nauka padi dikhai
Phir pragti wah min usi ki
Singh se baandhi naiya
Uski naav kabhi na dube
Jiske prabhu hai khaiwaiya
Madhu kai ajey daityo ko
Isi matsya ne mara
Ved dhar hua bhrama mei
Kulha utha jag sara
Hare murari madhukar sudhari
Hey naath narayan vasudeva
Jal ke maha praly mein
Jo hari matsya swaroop dhare
Wahi prabhu dukh ke
Sagar se sabko paar kare
Vishnu puran sune jo koi
Wo bhaw sindhu tare
Keshv kripa sindhu karunamay
Jai jagdish hare hare
Gaao re gun gaao hari ke
Jo dukh dur kare hare
Gaao re gun gaao hari ke
Jo dukh dur kare hare
Gaao re gun gaao hari ke
Jo dukh dur kare hare
Jai jagdish hare hare
Jai jagdish hare hare.
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Rafi