Wah re wah bhagwan
Wah re wah bhagwan
Khub ki rakhvali
Tumne sajayi mang
Tumhine mita dali
Haye khub ki rakhvali
Wah re wah bhagwan
Maine tumhari puja ki
Badle me ye vardan mila
Charn pakhare the maine
Isliye ashru ka dan mila
O mila na amrit mile
Jahar ke ye pyale
Mile jahar ke ye pyale
Haye khub ki rakhvali
Wah re wah bhagwan
Khub ki rakhvali
Tumne sajayi mang
Tumhine mita dali
Haye khub ki rakhvali
Wah re wah bhagwan
Jag ke karan har parabhu ne
Mujh dukhiya ko nahi utara
Deepak ne hi aaj kiya hai
Mere ghar me ujyara
Man re hi komal kali masal dali
Komal kali masal dali
Haye khub ki rakhvali
Wah re wah bhagwan
Khub ki rakhvali
Tumne sajayi mang
Tumhine mita dali
Haye khub ki rakhvali
Wah re wah bhagwan
Bhagwan bhagwan bhagwan
Ragu kul reet nibhane vale
Ragupati raghav ram kaha
Ablam ke bane ho rakshk
Vo dukh hari ram kaha
Tumhe tumhari sita ke
Prano ki hai sogand
Tumhe
Ma koshlya dashrath ke armano ki
Sogand tumhe
Bhagt or bhagwan banata
Agar tut ye jaiga
Jag me pralay ho jayegi
Or nam tera mit jaiga
Kaha ho ram kaha ho ram
Kaha ho ram.
Suman Kalyanpur
Mahendra Kapoor
Suman Kalyanpur
Suman Kalyanpur
Suman Kalyanpur