Araz e shauq aankhon mein hai,
Araz e wafa aankhon mein hai
Tere aage baat kahane ka
Maza aankhon mein hai
Waqif hoon khoob ishq ke
Tarz e bayan se main
Waqif hoon khoob ishq ke
Waqif hoon khoob ishq ke
Tarz e bayan se main
Waqif hoon khoob ishq ke
Tarz e bayan se main
Kah doonga dil ki baat
Kah doonga dil ki baat
Nazar ki zuban se main
Kah doonga dil ki baat
Kah doonga dil ki baat
Meri wafa ka shauq se
Tu imtahaan le
Meri wafa ka shauq se
Tu imtahaan le
Meri wafa ka shauq se
Tu imtahaan le
Guzarunga tere ishq mein
Guzarunga tere ishq mein
Har imtahan se main
Guzarunga tere ishq mein
Ai husn e aashana
Tere jalawon ki khair ho
Ai husn e aashana
Ai husn e aashana
Tere jalawon ki khair ho
Ai husn e aashana
Tere jalawon ki khair ho
Begana ho gaya
Begana ho gaya hoon
Gam e do jahan se main
Begana ho gaya hoon
Gam e do jahan se main
Begana ho gaya hoon
Waqif hoon khoob ishq ke
Tarz e bayan se main
Waqif hoon khoob ishq ke.
Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar