Wo Mera Mehboob - Divorce lyrics | Divorce - Wo Mera Mehboob lyrics

Wo Mera Mehboob is a hindi song from the 1984 movie Divorce. Wo Mera Mehboob singers are Asha Bhosle, Suresh Wadkar. Wo Mera Mehboob composer is Usha Khanna and Wo Mera Mehboob lyricist or song writer is Vithalbhai Patel. Wo Mera Mehboob music director is Usha Khanna. Wo Mera Mehboob features Kumar Gaurav, Poonam Dhillon, Sharmila Tagore, Girish Karnad, Abhi Bhattacharya, Bindu, Birbal, Vijayendra Ghatge, Jagdeep, Jankidas, Jasmin, Satyen Kappu, Guddi Maruti, Raj Mehra, Keshto Mukherjee, Om Shiv Puri, Sulochana. Wo Mera Mehboob director is and the producer is . The audio of Wo Mera Mehboob song was released on null by Music India Limited. Wo Mera Mehboob YouTube video song can be watched above.


Jisne pyar na kiya
Wo jiya to kya jiya
Aaj khule aam kehte hai
Rab se pyara hai piya
Yaar ki baaho mein jiye
Aur yaar ke kandho pe mare
Yaar se yaari nibhaye
Dil se dildari kare


Zamane se keh do
Mujhe na sataye
Koi pyar mein na aajmaye
Wo mera mehboob
Main uski mehbooba
Wo mera mehboob
Main uski mehbooba
Yahi mera irada
Yahi uska mansuba
Yahi mera irada
Yahi uska mansuba
Wo mera mehboob
Main uski mehbooba
Wo mera mehboob
Main uski mehbooba


Na inkar se na iakrar se
Na takrar se na talwar se
Na sauhrat se na daulat se
Na badla hai na badlega
Dil pyar ke patte
Rang mein hai duba
Wo mera mehboob
Main uski mehbooba
Wo mera mehboob
Main uski mehbooba
Yahi mera irada
Yahi uska mansuba
Yahi mera irada
Yahi uska mansuba
Wo mera mehboob
Main uski mehbooba
Wo mera mehboob
Main uski mehbooba


Mohabbat zindagi hai
Mohabbat bandagi hai
Mohabbat nagmagi hai
Mohabbat roshani hai
Mohabbat hai khudai
Mohabbat aasnayi
Mohabbat ek nasha hai
Mohabbat alzafa hai
Mohabbat iltaza hai
Mohabbat intaha hai
Yaar ke naam pe
Jaan bhi kurbah hai
Wo mera mehboob
Main uski mehbooba
Wo mera mehboob
Main uski mehbooba
Yahi mera irada
Yahi uska mansuba
Yahi mera irada
Yahi uska mansuba
Wo mera mehboob
Main uski mehbooba
Wo mera mehboob
Main uski mehbooba


Yeh elaan ab pyar ke naam hai
Yeh elaan ab pyar ke naam hai
Sans jab tak chale yaar ka naam hai
Sans jab tak chale yaar ka naam hai
Zindagi hai mohabbat ke dum se hasi
Zindagi hai mohabbat ke dum se hasi
Yeh mohabbat nahi hai to kuch bhi nahi
Yeh mohabbat nahi hai to kuch bhi nahi
Pyar kar bas kisi ka bhi chalta nahi
Pyar biktan nahi pyar zukta nahi
Pyar darta nahi pyar marta nahi
Pyar darta nahi pyar marta nahi
Yahi uska mukadar
Yahi mera naseeba
Main uska mehboob
Wo meri mehbooba
Main uska mehboob
Wo meri mehbooba
Yahi mera irada
Yahi uska mansuba
Yahi mera irada
Yahi uska mansuba
Main uska mehboob
Wo meri mehbooba
Wo mera mehboob
Main uski mehbooba
Main uska mehboob
Wo meri mehbooba
Wo mera mehboob
Main uski mehbooba
Main uska mehboob
Wo meri mehbooba
Wo mera mehboob
Main uski mehbooba
Main uska mehboob
Wo meri mehbooba
Wo mera mehboob
Main uski mehbooba
Main uska mehboob
Wo meri mehbooba
Wo mera mehboob
Main uski mehbooba.



Movie/album: Divorce
Singers: Asha Bhosle, Suresh Wadkar
Song Lyricists: Vithalbhai Patel
Music Composer: Usha Khanna
Music Director: Usha Khanna
Music Label: Music India Limited
Starring: Kumar Gaurav, Poonam Dhillon, Sharmila Tagore, Girish Karnad, Abhi Bhattacharya, Bindu, Birbal, Vijayendra Ghatge, Jagdeep, Jankidas, Jasmin, Satyen Kappu, Guddi Maruti, Raj Mehra, Keshto Mukherjee, Om Shiv Puri, Sulochana
Release on: null
1. Who is the music director of the song Wo Mera Mehboob
Ans: Wo Mera Mehboob song music director is Usha Khanna
2. Who is/are the singer/singers of the song Wo Mera Mehboob
Ans: Wo Mera Mehboob song singers are Asha Bhosle, Suresh Wadkar
3. Who is the Composer of the song Wo Mera Mehboob
Ans: Wo Mera Mehboob song composer is Usha Khanna
4. Who is the Lyricist of the song Wo Mera Mehboob
Ans: Wo Mera Mehboob song lyricist is Vithalbhai Patel
5. What is the movie of the song Wo Mera Mehboob
Ans: Wo Mera Mehboob song is from Divorce
6. Who wrote the song Wo Mera Mehboob
Ans: Wo Mera Mehboob song is written by Vithalbhai Patel

Find other songs in - Divorce

1
Hume Diya Hai Aapne

Asha Bhosle

2
Dheere Dheere Bolo

Asha Bhosle, K. J. Yesudas (Kattassery Joseph Yesudas)

3
Naseeb Ne Ki Bewafai

Asha Bhosle

4
Taxi Wale Meter Gira

Asha Bhosle, Suresh Wadkar