Tu chaand nagar ki shahzaadi,
Main iss dhartee ka banjara
Tu chaand nagar ki shahzaadi,
Main iss dhartee ka banjara
Tu mehlon mein rehnewalee,
Main galiyo galiyo awara
Tu chaand nagar ki shahzaadi,
Main iss dhartee ka banjara
Tu mehlon mein rehnewalee,
Main galiyo galiyo awara
Main ik hawa ka jhonka toh phul hai
Itna tujhko chahu, fajul hai
Main aaj yaha aur kal hun wahan,
Tujhe apna gulshan hee pyara
Tu mehlon mein rehnewalee,
Main galiyo galiyo awara
Tera mera do pal ka sath hai
Sach hai yeh sab kismat kee baat hai
Har dil mein yaha tu hai mehman,
Main beghar bedar bechara
Tu mehlo mein rehnewalee,
Main galiyo galiyo awara
Labna hee le toh
Aankho sey kam le,
Janewalee mera salam le
Mere pichle janam ke
Bhale the karam,
Toh mil jaunga dobara
Tu mehlo mein rehnewalee,
Main galiyo galiyo aawara
Tu chaand nagar ki shahzaadi,
Main iss dhartee ka banjara
Tu mehlon mein rehnewalee,
Main galiyo galiyo awara.
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Mohammed Rafi
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Mohammed Rafi
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Mohammed Rafi, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Mohammed Rafi, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Sharda Rajan Iyengar
Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Kishore Kumar
Kishore Kumar
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Asha Bhosle