Woh Chaand Khila Woh Taare Hanse - Anari lyrics | Anari - Woh Chaand Khila Woh Taare Hanse lyrics

Woh Chaand Khila Woh Taare Hanse is a hindi song from the 1959 movie Anari. Woh Chaand Khila Woh Taare Hanse singers are Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh). Woh Chaand Khila Woh Taare Hanse composer is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi and Woh Chaand Khila Woh Taare Hanse lyricist or song writer is Hasrat Jaipuri. Woh Chaand Khila Woh Taare Hanse music director is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. Woh Chaand Khila Woh Taare Hanse features Raj Kapoor, Nutan, Motilal. Woh Chaand Khila Woh Taare Hanse director is and the producer is . The audio of Woh Chaand Khila Woh Taare Hanse song was released on 8th January, 1959 by Saregama. Woh Chaand Khila Woh Taare Hanse YouTube video song can be watched above.


Woh chaand khila woh taare hanse
Yeh raat ajab matwari hai
Woh chaand khila woh taare hanse
Yeh raat ajab matwari hai
Samajhne waale samajh gaye hain
Na samjhe
Na samjhe woh anaadi hain
Woh chaand khila woh taare hanse
Yeh raat ajab matwari hai
Samajhne waale samajh gaye hain
Na samjhe, na samjhe woh anaadi hain
Woh chaand khila woh taare hanse
Yeh raat ajab matwari hai


Chaandi ki chamakti raahein
Woh dekho jhoom jhoom ke bulaayen
Chaandi ki chamakti raahein
Woh dekho jhoom jhoom ke bulaayen
Kirnon ne pasaari baahein
Ki armaan naach naach lehraye
Baaje dil ke aar gaye yeh bahaar
Ubhre hai pyaar jeevan mein
Baaje dil ke aar gaye yeh bahaar
Ubhre hai pyaar jeevan mein
Woh chaand khila woh taare hanse
Yeh raat ajab matwari hai
Samajhne waale samajh gaye hain
Na samjhe, na samjhe woh anaadi hain
Woh chaand khila woh taare hanse
Yeh raat ajab matwari hai


Kirnon ne chunariya taani
Bahaarein kis pe aaj hain deewani
Kirnon ne chunariya taani
Bahaarein kis pe aaj hain deewani
Chaanda ki chaal mastani
Hai paagal jispe raat ki rani
Taaron ka jaal, le le dil nikaal
Poochho na haal mere dil ka
Taaron ka jaal, le le dil nikaal
Poochho na haal mere dil ka
Woh chaand khila woh taare hanse
Yeh raat ajab matwari hai
Samajhne waale samajh gaye hain
Na samjhe, na samjhe woh anaadi hain
Woh chaand khila woh taare hanse
Yeh raat ajab matwari hai.



Movie/album: Anari
Singers: Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Song Lyricists: Hasrat Jaipuri
Music Composer: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Director: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label: Saregama
Starring: Raj Kapoor, Nutan, Motilal
Release on: 8th January, 1959
1. Who is the music director of the song Woh Chaand Khila Woh Taare Hanse
Ans: Woh Chaand Khila Woh Taare Hanse song music director is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
2. Who is/are the singer/singers of the song Woh Chaand Khila Woh Taare Hanse
Ans: Woh Chaand Khila Woh Taare Hanse song singers are Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
3. Who is the Composer of the song Woh Chaand Khila Woh Taare Hanse
Ans: Woh Chaand Khila Woh Taare Hanse song composer is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
4. Who is the Lyricist of the song Woh Chaand Khila Woh Taare Hanse
Ans: Woh Chaand Khila Woh Taare Hanse song lyricist is Hasrat Jaipuri
5. What is the movie of the song Woh Chaand Khila Woh Taare Hanse
Ans: Woh Chaand Khila Woh Taare Hanse song is from Anari
6. Who wrote the song Woh Chaand Khila Woh Taare Hanse
Ans: Woh Chaand Khila Woh Taare Hanse song is written by Hasrat Jaipuri

Find other songs in - Anari

1
Tera Jana Dil Ke Armaano

Lata Mangeshkar

2
Nineteen Fifty Six Nineteen Fifty Seven

Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

3
Kisi Ki Muskurahato Pe Ho Nisaar

Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

4
Dil Ki Nazar Se Nazaro Ki Dil Se

Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

5
Ban Ke Panchhi Gaaye

Lata Mangeshkar

6
Sab Kuchh Sikha Hamane

Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

7
Hume Kya Garaz Log Kya Mante Hai

Asha Bhosle, Kishore Kumar

8
9
Tere Baghair Jane Jana

Kishore Kumar

10
Hum Toh Jis Raah Pe Jaate Hai

Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

11
Hum To Ek Anari Hai

Kishore Kumar, Mehmood Ali

12
Pyar Mein Dil De Diya

Alka Yagnik, Kumar Sanu

13
Rona Chahe Ro Na Paye

Udit Narayan

14
Bum Akar Bum Ke

Udit Narayan

15
Jane Jaan Jane Jaan

Sadhana Sargam

17
Kya Mausam Aaya Hai

Sadhana Sargam, Udit Narayan

18
Phoolon Sa Chehra Tera

Udit Narayan