Wo konsi mushkil hai
Jo na ho sake aasan
Wo konsi mushkil hai
Jo na ho sake aasan
Himmat hai tere sath
Himmat hai tere sath
To fir sath hai bhagwan
Wo konsi mushkil hai
Jo na ho sake aasan
Wo konsi mushkil hai
Sui se mahal bante hai
Mitti se bane sona
Kismat ke satha khelo
Kismat hai ek khilona
Sui se mahal bante hai
Mitti se bane sona
Kismat ke satha khelo
Kismat hai ek khilona
Mehnat hi teri izzat
Mehnat hi teri shan
Mehnat hi teri izzat
Mehnat hi teri shan
Wo konsi mushkil hai
Jo na ho sake aasan
Wo konsi mushkil hai
Takdir se bichdi hui
Takdir badal jaye
Uljhe hue halat ki
Takdir badal jaye
Takdir se bichdi hui
Takdir badal jaye
Uljhe hue halat ki
Takdir badal jaye
Ye hath ki lakire
Badal sakta hai insan
Ye hath ki lakire
Badal sakta hai insan
Wo konsi mushkil hai
Jo na ho sake aasan
Wo konsi mushkil hai
Jo kam hai kiye ja
Fal to kabhi milega
Hai aaj agar kate
Kal phul bhi khilega
Jo kam hai kiye ja
Fal to kabhi milega
Hai aaj agar kate
Kal phul bhi khilega
Samay ke kar bharosha
Samay hai bada balwan
Samay ke kar bharosha
Samay hai bada balwan
Wo konsi mushkil hai
Jo na ho sake aasan
Himmat hai tere sath
Himmat hai tere sath
To fir sath hai bhagwan
Wo konsi mushkil hai
Jo na ho sake aasan
Wo konsi mushkil hai.
Usha Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)