Woh Nazar Leke - Suraag lyrics | Suraag - Woh Nazar Leke lyrics

Woh Nazar Leke is a hindi song from the 1982 movie Suraag. Woh Nazar Leke singers are Asha Bhosle, Mohammed Rafi. Woh Nazar Leke composer is Bappi Lahiri and Woh Nazar Leke lyricist or song writer is Kaifi Azmi. Woh Nazar Leke music director is Bappi Lahiri. Woh Nazar Leke features Sanjeev Kumar, Shabana Azmi, Rajesh Khanna. Woh Nazar Leke director is and the producer is . The audio of Woh Nazar Leke song was released on 26th March, 1982 by Saregama. Woh Nazar Leke YouTube video song can be watched above.


Wo najar leke
Wo najar leke rahi dil tana na haiya hu
Wo najar leke rahi dil tana na haiya hu
Lut gaye lut gaye lut gaye hum sare mahfil
Tana na haiya hu
Lut gaye lut gaye lut gaye hum sare mahfil
Tana na haiya hu
Tham ke baithe re jo dil tana na haiya hu
Tham ke baithe re jo dil tana na haiya hu


Hai yahi
Hai yahi to mere kaltil tana na haiya hu
Hai yahi to mere kaltil tana na haiya hu
Wo najar leke rahi dil ka tana na haiya hu
Wo najar leke rahi dil ka tana na haiya hu
Tham ke baithe re jo dil tana na haiya hu
Tham ke baithe re jo dil tana na haiya hu


Kikliye tej hawawo me jalaya hai charag
Kabhi paoge na tum khoye hue dil ka surag
Uska pana to hai muskil muskil
Uska pana to hai muskil tana na haiya hu
Wo najar leke rahi dil tana na haiya hu
Wo najar leke rahi dil tana na haiya hu


Aapke dil me najar aate hai yu bhi dag
Aise dagi ka bhala payenge kya ap surag
Wo na tha wo na tha wo na tha pyar ke kabil
Tana na haiya hu
Tham ke baithe re jo dil tana na haiya hu
Tham ke baithe re jo dil tana na haiya hu


Unko dekho koi or unki adaye dekho
Ek jara sar ko jhukaye dekho
Bijliya yu na wo has has ke giraye dekho
Unpe kurban hai mahfil
Unpe kurban hai mahfil
Wo najar leke rahi dil tana na haiya hu
Wo najar leke rahi dil tana na haiya hu


Mere dildar ho tum meri ja pyar ho tum
Mai hu chanda ki kiran
Nayi talwar ho tum
Kabhi behosh ho tum kabhi hosiyar h otum
Milti hai mujhko saja or gunehgar ho tum
Bikne aaye dekho yaha kaise kharidar ho tum
Bikne aaye dekho yaha kaise kharidar ho tum


Kabhi ikrar ho tum kabh inkar ho tum
Kabhi asan ho tum kabhi duswa ho tum
Dil ka bachna to hai muskil
Dil ka bachna to hai muskil
Wo najar leke rahi dil ka tana na haiya hu
Wo najar leke rahi dil ka tana na haiya hu


In nigaho ki kasam gori baho ki kasam
Mahke balo ki kasam chahke galo ki kasam
Bikhare kesu ki kasam jage jadu ki kasam
Mast khusbu ki kasam uthate pallu ki kasam


De bhi do husn ki khaiart hame
Banke aaye hai hum sahil
Banke aaye hai hum sahil tana na haiya hu
Tham ke baithe re jo dil tana na haiya hu
Tham ke baithe re jo dil tana na haiya hu


Juthi bato ki kasam teri ghato ki kasam
Muskurane ki kasam dil lubhane ki kasam
Pyase tan man ki kasam dil ki dhadkan ki kasam
Teri subah ki kasam teri shamo ki kasam
Hai gunehgar ter adil tanana haiya hu


Tham ke baithe re jo dil tana na haiya hu
Tham ke baithe re jo dil tana na haiya hu
Wo najar leke rahi dil ka tana na haiya hu
Wo najar leke rahi dil ka tana na haiya hu
Tana na haiya hu tana na haiya hu
Tana na haiya hu tana na haiya hu
Tana na haiya hu tana na haiya hu
Tana na haiya hu tana na haiya hu
Tana na haiya hu tana na haiya hu.



Movie/album: Suraag
Singers: Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Song Lyricists: Kaifi Azmi
Music Composer: Bappi Lahiri
Music Director: Bappi Lahiri
Music Label: Saregama
Starring: Sanjeev Kumar, Shabana Azmi, Rajesh Khanna
Release on: 26th March, 1982
1. Who is the music director of the song Woh Nazar Leke
Ans: Woh Nazar Leke song music director is Bappi Lahiri
2. Who is/are the singer/singers of the song Woh Nazar Leke
Ans: Woh Nazar Leke song singers are Asha Bhosle, Mohammed Rafi
3. Who is the Composer of the song Woh Nazar Leke
Ans: Woh Nazar Leke song composer is Bappi Lahiri
4. Who is the Lyricist of the song Woh Nazar Leke
Ans: Woh Nazar Leke song lyricist is Kaifi Azmi
5. What is the movie of the song Woh Nazar Leke
Ans: Woh Nazar Leke song is from Suraag
6. Who wrote the song Woh Nazar Leke
Ans: Woh Nazar Leke song is written by Kaifi Azmi

Find other songs in - Suraag

1
Mera Dil Liye Ja

Asha Bhosle

2
Kya Hua Are Kya Hua

Kishore Kumar

3
Dhoondte Dhoondte

Bappi Lahiri

4
Bheega Bheega Mausam

Lata Mangeshkar

5
Pal Pal Chanchal Mann

Kishore Kumar