Aaa aaa
Woh teekhi nazron se mere dil par
Kuchh aise bijli gira rahen
Woh teekhi nazron se mere dil par
Jalan to pehle hi thhi
Magar ab wo dard dil mein
Badha rahe hain
Jalan to pehle hi thhi
Magar ab wo dard dil mein
Badha rahe hain
Woh teekhi nazron se mere dil par
Kabhi woh aanchal hata rahe hai
Kabhi woh parda gira rahe hain
Kabhi woh aanchal hata rahe hai
Kabhi woh parda gira rahe hain
Shabaab unka hai husn unka aaa
Shabaab unka hai husn unka
Woh har adaa se lubha rahe hain
Woh har adaa se lubha rahe hain
Woh teekhi nazron se mere dil par
Nasheeli aankhen gulaabi dorey
Ye madbhare do haseen katore
Ye madbhare do haseen katore
Jawaani unki zamaana unka aaa
Jawaani unki zamaana unka
Banaa rahe hain mitaa rahe hain
Banaa rahe hain mitaa rahe hain
Woh teekhi nazron se mere dil par
Main unke haathon mein aarzoo ki
Woh ek shama hoon
Prem jisko, ho ho ho ho
Jalaa jalaa kar bujhaa rahe hain
Jalaa jalaa kar bujhaa rahe hain
Bujhaa bujhaa kar jalaa rahe hain
Bujhaa bujhaa kar jalaa rahe hain
Woh teekhi nazron se mere dil par.
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Shamshad Begum
Shamshad Begum
Amirbai Karnataki
Shamshad Begum
Shamshad Begum
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)