Yaad rakhnaa chaand taaron
Is suhaani raat ko
Yaad rakhnaa chaand taaron
Is suhaani raat ko
Do dilon mein chupke chupke
Jo huyi so baat ko
Do dilon mein chupke chupke
Jo huyi so baat ko
Yaad rakhnaa chaand taaron
Is suhaani raat ko
Yaad rakhnaa
Aa gayi mere chaman mein
Bhool kar kaise bahaar
Aa gayi mere chaman mein
Bhool kar kaise bahaar
Jhoom kar bajne lage hain
Aaj man veenaa ke taar
Jhoom kar bajne lage hain
Aaj man veenaa ke taar
Ye khushi uthati huyi ye
Zindagi hansti huyi
Ye khushi uthati huyi ye
Zindagi hansti huyi
Yaad rakhnaa chaand taaron
Is suhaani raat ko
Yaad rakhnaa
Aasmaan par aasmaan ke
Premiyon kaa mel hai
Zindagi ke kone kone
Mein khushi kaa khel hai
Zindagi ke kone kone
Mein khushi kaa khel hai
Aarzoo machli huyi ye
Zindagi hansti huyi
Aarzoo machli huyi ye
Zindagi hansti huyi
Yaad rakhnaa chaand taaron
Is suhaani raat ko
Yaad rakhnaa chaand taaron
Is suhaani raat ko.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Meena Kapoor
Lata Mangeshkar
Meena Kapoor
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar