Mere liye wo gham e
Intazaar chhod gaye
Mere liye wo gham e
Intazaar chhod gaye
Gaye to ek anokhi
Bahaar chhod gaye
Gaye to ek anokhi
Bahaar chhod gaye
Mere liye wo gham e
Intazaar chhod gaye
Hazaar kuchh ho meraa
Dil palat nahin saktaa aa
Hazaar kuchh ho meraa
Dil palat nahin saktaa aa
Unhin ki honthon mein
Dil beqraar chhod gaye
Unhin ki honthon mein
Dil beqraar chhod gaye
Isi khayaal se kaanpa
Kiya thhaa dil meraa aa
Isi khayaal se kaanpa
Kiya thhaa dil meraa
Yahi huwaa ke wo
Anjaam e kaar chhod gaye
Yahi huwaa ke wo
Anjaam e kaar chhod gaye
Mujhe ye gham hai ki meri
Zubaan ne kuchh na kahaa
Mujhe ye gham hai ki meri
Zubaan ne kuchh na kahaa
Mujhe kahe bin
Deewan e gaar chhod gaye
Mujhe kahe bin
Deewan e gaar chhod gaye
Gaye to ek anokhi
Bahaar chhod gaye
Mere liye wo
Gham e intazaar chhod gaye.
Meena Kapoor
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Meena Kapoor
Lata Mangeshkar
Meena Kapoor
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar