Yahi bahar hai
Yahi bahar hai
Yahi bahar hai
Duniya ko bhul jane ki
Hai khushi manane ki
Yahi ghadi hai jawani ki
Gungunane ki hai
Ha muskurane ki
Ye pyar pyare najare
Ye thandi thandi hawa
Ye halka halka nasha
Ye kali kali ghatao ki
Mast mast ada
Ye jhulno ki hawa
Machal ke aa gayi
Rut mastiya lutane ki
Yahi bahar hai duniya
Ko bhul jane ki hai
Khushi manane ki
Kali kali se ye bhaware ne
Muskura ke kaha
Nazar mila ke kaha
Nazar se kaam na chala
To gudguda ke kaha
Gale laga ke kaha
Kiya hai pyar to
Kiya hai pyar to
Kiya hai pyar to parwah
Na kar jamane ki
Khushi manane ki
Yahi bahar hai duniya
Ko bhul jane ki
Khushi manane ki
Jo tutta hai har baar
Jo tutta hai har baar
Usko tut jane de
Mere shabab ko jee bar
Ke geet gane de
Ha geet gane de
Mere shabab ko jee bar
Ke geet gane de
Ha geet gane de
Kal hamne ki hai
Kal hamne ki hai
Kal hamne ki hai
Tamannaye jhum jane ki
Ke doob jane ki
Yahi bahar hai duniya ko
Bhul jane ki
Khushi manane ki.
Lata Mangeshkar, Trilok Kapoor
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Talat Mahmood
Lata Mangeshkar
Talat Mahmood
Lata Mangeshkar
Trilok Kapoor, Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Talat Mahmood