Yahi fikar hai sham pichle savere
Yahi fikar hai sham pichle savere
Hasino ki galiyo ke more re phere
Hasino ki galiyo ke more re phere
Yahi fikar hai sham pichle savere
Mere jazbe dil ki kasis dekh lena
Mere jazbe dil ki kasis dekh lena
Wo khud hi chale aayenge pas mere
Wo khud hi chale aayenge pas mere
Yahi fikar hai sham pichle savere
Zameen par utar
Aaya chand aasma se
Zameen par utar
Aaya chand aasma se
Garibo ke ghar aaj honge basere
Garibo ke ghar aaj honge basere
Yahi fikar hai sham pichle savere
Koi baat puche na puche hame kya
Koi baat puche na puche hame kya
Dare yar par ab lagaye hai dere
Dare yar par ab lagaye hai dere
Yahi fikar hai sham pichle savere
Yahi fikar hai sham pichle savere
Hasino ki galiyo ke more re phere
Hasino ki galiyo ke more re phere.
Surendra
Noor Jehan
Noor Jehan, Surendra
Surendra Nath
Mir Saheb, Vatsala Kumthekar
Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Noor Jehan