Tum bhool ke fande mein
Haseenon ke na aana
Tum bhool ke fande mein
Haseenon ke na aana
Dil na lagana meri
Jaan dil na lagana
Meri jaan dil na lagana
In mast nazar waalon se
Aankhen na ladaana
In mast nazar waalon se
Aankhen na ladaana
Aankhen na ladaanaa
Dil na lagana meri
Jaan dil na lagana
Meri jaan dil na lagana
Waadon ka bharosha nahin
Maashooq hain jhoothhe
Waadon ka bharosha nahin
Maashooq hain jhoothhe
Baaten hain bahut bholi
Magar dil ke hain khote
Baaten hain bahut bholi
Magar dil ke hain khote
Kudrat ne sikhaaya hai
Inhein dil ka churaana
Kudrat ne sikhaaya hai
Inhein dil ka churaana
Dil na lagana meri
Jaan dil na lagana
Meri jaan dil na lagana
Firte hain jo baazaaron mein
Ye surkhiyaan daalen
Firte hain jo baazaaron mein
Ye surkhiyaan daalen
Zulfon ka faqat dhokhaa hai
Do naag hain paale
Zulfon ka faqat dhokhaa hai
Do naag hain paale
Dans jaayengi dekho
Kabhi nazdeek na jaana
Dans jaayengi dekho
Kabhi nazdeek na jaana
Dil na lagana meri
Jaan dil na lagana
Meri jaan dil na lagana
Tum bhool ke fande mein
Haseenon ke na aana
Tum bhool ke fande mein
Haseenon ke na aana
Dil na lagana meri
Jaan dil na lagana
Meri jaan dil na lagana.
Surendra
Noor Jehan
Surendra
Noor Jehan, Surendra
Surendra Nath
Mir Saheb, Vatsala Kumthekar
Noor Jehan