Ye duniya faani hai
O aani jaani hai
Meharbaani kar o dilruba
Meharbaani kar o dilruba
Ye duniya faani hai
O aani jaani hai
Meharbaani kar o dilruba
Meharbaani kar o dilruba
Ye maana hoti hai andhi jawaani
Magar kai din ki hai zindagaani
Ye maana hoti hai andhi jawaani
Magar kai din ki hai zindagaani
Kiye ja sab ka bhala
Kisi ka dil na dukha
Ke nahin kal ka pata o dilruba
Ke nahin kal ka pata o dilruba
Ye duniya faani hai
O aani jaani hai
Meharbaani kar o dilruba
Meharbaani kar o dilruba
Dil kahe to mila lo nigaahen
Par musaafir ki roko na raahen
Dil kahe to mila lo nigaahen
Par musaafir ki roko na raahen
Kiye ja sab ka bhala
Kisi ka dil na dukha
Ke nahin kal ka pata o dilruba
Ke nahin kal ka pata o dilruba
Ye duniya faani hai
O aani jaani hai
Meharbaani kar o dilruba
Meharbaani kar o dilruba
Hamse ulfat nahin hai to chhodo
Par haseenon ka dil to na todo
Hamse ulfat nahin hai to chhodo
Par haseenon ka dil to na todo
Kiye ja sabka bhala
Kisi ka dil na dukha
Ke nahin kal ka pata o dilruba
Ke nahin kal ka pata o dilruba
Ye duniya faani hai
O aani jaani hai
Meharbaani kar o dilruba
Meharbaani kar o dilruba.
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi
Kishore Kumar, Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Kishore Kumar, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi, Shiv Dayal Batish
Neeraj Shridhar
Remo Fernandes
Kunal Ganjawala, Sunidhi Chauhan