Tere Tire Nazar Ka - Bhagam Bhag lyrics | Bhagam Bhag - Tere Tire Nazar Ka lyrics

Tere Tire Nazar Ka is a hindi song from the 1956 movie Bhagam Bhag. Tere Tire Nazar Ka singers are Asha Bhosle, Mohammed Rafi. Tere Tire Nazar Ka composer is Omkar Prasad Nayyar and Tere Tire Nazar Ka lyricist or song writer is Majrooh Sultanpuri. Tere Tire Nazar Ka music director is Omkar Prasad Nayyar. Tere Tire Nazar Ka features Kishore Kumar, Shashikala, Smriti Biswas. Tere Tire Nazar Ka director is and the producer is . The audio of Tere Tire Nazar Ka song was released on null by Saregama. Tere Tire Nazar Ka YouTube video song can be watched above.


Tere tire nazar ka
Balam dil nishana huwa
Teri meri mohabbat kaa
Aaj ek fasana huwa


Naam sunate hi tera
Sanaam mai deewana huwa
Tujhko dil me basaye huye
Ek jamana huwa


Balama teri nazar se nazar jo mili
Phul banane lagi mere dil ki kali
Balama teri nazar se nazar jo mili
Phul banane lagi mere dil ki kali


Tum jo hamse mile
Shikawe dil ke chale
Lab se niakli sada
Teri meri mohabbat kaa
Aaj ek fasana huwa
Naam sunate hi tera
Sanaam mai deewana huwa


Kuchh naa apni khabar
Hai naa dil kaa pata
Teri bato ne kaisa
Yeh jadu kiya
Kuchh naa apni khabar
Hai naa dil kaa pata
Teri bato ne kaisa
Yeh jadu kiya


Dal kar ek nazar
Chhina meraa jigar
Tune o dilruba
Naam sunate hi tera
Sanaam mai deewana huwa
Tere tire nazar kaa
Balam dil nishana huwa


Mil gaye ho toh phir
Abb naa hona juda
Meri sanso me aa
Mere dil me sama
Mil gaye ho toh phir
Abb naa hona juda
Meri sanso me aa
Mere dil me sama


Koyi hamse sune ha
Yeh kya chij hai
Teri jalim ada teri
Meri mohabbat kaa
Aaj ek fasana huwa
Naam sunate hi tera
Sanaam mai deewana huwa


Jhumata hu tera jame ulfat piye
Bhul baitha jamane ko tere liye
Jhumata hu tera jame ulfat piye
Bhul baitha jamane ko tere liye


Bhulana naa mujhe
Abb deewane ko hai
Ek tera aasara
Naam sunate hi tera
Sanaam mai deewana huwa
Tujhko dil me basaye
Huye ek jamana huwa


Tere tire nazar ka
Balam dil nishana huwa
Teri meri mohabbat kaa
Aaj ek fasana huwa.



Movie/album: Bhagam Bhag
Singers: Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Song Lyricists: Majrooh Sultanpuri
Music Composer: Omkar Prasad Nayyar
Music Director: Omkar Prasad Nayyar
Music Label: Saregama
Starring: Kishore Kumar, Shashikala, Smriti Biswas
Release on: null
1. Who is the music director of the song Tere Tire Nazar Ka
Ans: Tere Tire Nazar Ka song music director is Omkar Prasad Nayyar
2. Who is/are the singer/singers of the song Tere Tire Nazar Ka
Ans: Tere Tire Nazar Ka song singers are Asha Bhosle, Mohammed Rafi
3. Who is the Composer of the song Tere Tire Nazar Ka
Ans: Tere Tire Nazar Ka song composer is Omkar Prasad Nayyar
4. Who is the Lyricist of the song Tere Tire Nazar Ka
Ans: Tere Tire Nazar Ka song lyricist is Majrooh Sultanpuri
5. What is the movie of the song Tere Tire Nazar Ka
Ans: Tere Tire Nazar Ka song is from Bhagam Bhag
6. Who wrote the song Tere Tire Nazar Ka
Ans: Tere Tire Nazar Ka song is written by Majrooh Sultanpuri

Find other songs in - Bhagam Bhag

1
Ye Duniya Faani Hai

Asha Bhosle

2
Hame Koi Gham Hai

Asha Bhosle, Mohammed Rafi

3
Eji Jaane Jigar

Asha Bhosle

4
Darshan Kab Doge

Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi

5
Chhod Chale Jhuthi Duniya

Kishore Kumar, Mohammed Rafi

6
Chhalke Chanda Ka

Asha Bhosle

7
Chale Ho Kahan

Asha Bhosle, Mohammed Rafi

8
Hey Baabu Yeh Hai Zamana (Title)

Kishore Kumar, Mohammed Rafi

9
Dil Diya Daulat Ko

Mohammed Rafi, Shiv Dayal Batish

10
Bhagam Bhag (Title)

Neeraj Shridhar

11
Signal Pyaar Ka Signal

Remo Fernandes

12
Tere Bin

Kunal Ganjawala, Sunidhi Chauhan